For scalpers

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: habibg615 پيغام ديکھيے
    Brothers mai janta hu akser log short term tradrz hain mai unko ye btana chahta hu k mene apne 2 years k experience mai short trads k signals k liay jo site sub achi payi hai wo investing.com hai mai ap se kahu ga k ap b isko use kerain short trads mai benefit milayga ager apke pas iske ilawa or b site ho short trad k signal k liay please zaroor post kerain
    A.O.A..
    Bhai mujhy kisi authentic side ka abhi tak tw pta nahi hai but main apki aur apky Experience ki respect kerty huwe jiss site ka ap bta rahy hain wahan zaroor jaounga thnx...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      thank you bhai k apne share kara but jahan tak mein janta hun scalping k liye signals dena bohat hi mushkil hai kiun k scalping ka matlb hai thoray se pips k liye enter hona or jald hi exit but jo site ap bata rahy hein wo i think intraday signals deti hogi.
      • #18 Collapse

        is main boht say log kam karty hain to humain is main scalping main kafi achi earning hasil ho saky magr humain kafi risk hota hay jis say humain hard work kar kay kam karna ho ga
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #19 Collapse

          scalping k liye traders k pas aik ya 2 website pay work nae kerna chahye at leat 3 ya 4 aisi sites hun jin ku trader daily basis pay thoroughly study kery ta k shoret term man loss na hu.
          • #20 Collapse

            Dear scalper ko ye mashwara hy k wo scalping se door rahain q k ye risky business hy ap es mai agar aysa kam karain gain tua p ko ho skta hy ap ko faida hasil nhn ho ga soo ap ko mehant k saht kam karo gy tu ap ko acha reward hasil ho jaey ga,,,
            • #21 Collapse

              nahi kafi risky kaam hai humy chahiyeh es say jitna dor reh sakty hain rahy tubhi kamyabi mil sakti hai humy slow slow trading karni chahiyeh tubhi kamyabi mil sakti ir yeh asaan nahi hai
              • #22 Collapse

                Scalping aik dangerous technique hy aur is main short short levels pr trading ki jati hy aur profit earn kia jata hy. Jo experience traders hotey hain woh yeh technique use krtey hian aur big profit banatey hain. New comers ko aur aise traders ko jinhain ziada experience na ho yeh technique use nahi karni chaheye.
                • #23 Collapse

                  par dear mere app ko advice hy k app scalping na he karein koin k humery pass choty account hoty hain our un k oper humean kafi loss hota hy our wash bhe ho sagtay hain to khuch bhe nahe aey ga
                  • #24 Collapse

                    Short term trading kafi risky hoti hy aur is sey aap ko kafi profit ho jata hy. Lekan yeh technique kafi risky hoti hy aur jin logon key pas lack of knowledge hota hy woh is sey ziada profit nahi bana saktey aur loss utha letay hain. Scalping professional aur kamyab traders key leye aik achi technique hy.
                    • #25 Collapse

                      scalping aik bohat achi cheez hay agar hum theak say market ko analysis kar kay trade karen gay tabhi hum esmain achy profit ko mantain kar sakty hay aur short trades he scaling kehlwati hay
                      • #26 Collapse

                        Forex market main scalpers hamesha forex market main scalping ker ky kuch na kuch earning daily basis per ker lety hain but long term trade kerny waly traders ko earning hasil kerny main kafi time period required hota hai so jo log forex market main part time trading ker rehy hain unhain scalping kerny main hi earning hasil hoti hai
                        • #27 Collapse

                          hamain is main short term main bi aur long term main bi trade kar k run karein gay aur hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur profit hasil ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Bhai agr ap is ma long trading krna chate hein tu os k liye ap ko experience ki zada zahrorat hoti ha hime is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X