Comodities main minimum aur maximum price ko mind main rakh ker trade open kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Comodities main minimum aur maximum price ko mind main rakh ker trade open kerain
    Jab bhi ap comodities main trade open kerny ja rehy hon tou price ki maximum aur minimum limit ko zarur remind ker lain ky agar market maximum opposite direction main bhi move kerain tou account wash hony sy Bach saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course I'm a forex market Mein commodities cooking minimum or maximum price comment Meerut trading karna chahiye aapko Pata hona chahiye forex market Mein commodity trading karna Mushkil Hai forex market main gold or silver worth reading karna kaafi Hota Hai Mushkil Hai Aap Ko Pata hona chahiye ki forex market Mein sabse best tarika Hame commodity copper trading hi nahi karni chahiye
    • #3 Collapse

      Ji Janab aapne bilkul theek Kaha Forex trading mai commodities trading karne ke liye market analysis price moving action moving average indicator ka user Jaz me karna chahiye market to analyse karne ke liye support and resistance define Karni chahiye gold or silver trading crude oil trading bahut dangerous hai isme minimum lot size ka istemal kare
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ki baat theek hai aaj kal dollar index ka kuch pata nahin chal raha jis ki wajah se commodities kabhi bahut ouper tou kabhi bahut neechahy chali jati hain jis kay lye aap ko trade zayada behtar tareeqay se manage karnay ki zarrorat hoti hai
        • #5 Collapse

          Agar hamain commodities main market ki maximum aur minimum value ka pata ho tou ham apni trade ko isterha plan kerty hain ky beshak market maximum ya minimum value tak hamari open trade ky against bhi chali jaey tou hamara account safe rehta hai ky jab market retrace lety hai tou loss sy bhi profit main ja sakti hai
          • #6 Collapse

            Gee bhai aap ki baat theek hai aaj kal dollar index ka kuch pata nahin chal raha jis ki wajah se commodities kabhi bahut ouper tou kabhi bahut neechahy chali jati hain jis kay lye aap ko trade zayada behtar tareeqay se manage karnay ki zarrorat hoti hai
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              slaam to all forum members...wasa to kabi kabi gold ur oil par trading kr leta hon lakin main na last time gold sa boht loss kyia tha mera pass 42 $ tha jo ka abi 7 $ reh gye hain is ka baad toba ke ha ka isi chezon par trading bilkul bhe nahi krni specially is bonus account par is ka capital kam hona ke waja sa boht jaldi wash hona ka khtra peda ho jata ha is lyia app avoid he kro to bhtr ha..

              اب آن لائن

              Working...
              X