Trading kay doran emotions ka attack traders per iss time hota hai jab woh koi bari ya impornat tade mai loss kar laite hain.
Iss time per traders aksar jazbati ho kar jaldi jaldi baghir analsis kay trade open kar daite hain , aur woh trade pehchi trade say b bari lagatay hain ke pehlay wala loss b cover ho jaiye :)
Lakin iss tarah ke trading say aksar koi b faida nai hota hai . iss liye trading kay doran emotion ko apny control mai rakhin aur trading proper analysis ke baad he Karin .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим