Loss hamare experiance main izafa karta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss hamare experiance main izafa karta hai

    g dear ap na theek kha ha sirf learning krna sa sab kuch ni mil jata hai insan ko us ki galtiyan wo sabaq sikhati ha jo hum books wagera sa ni seekh sakta hain isi trah forex trading mein bhi trader apni gatlion sa hi seekhta hain ager sirf learning sa hi sab kuch mil jata ha to ko bhi gatli na krta.galtiyan krna or un ko improve krna sa insan ka experince mein boht had tak izafa ho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss hamare experiance main izafa karta hai

      g haan bhai jaan ap ne tek hi kaha hai kee as main loss hamare experience main izafa karta hai as main ham ko chahiy hai kee ham bhi as main pane experience bhi aor knowledge bhi as forex trading main shear kare tu hi ham ko as main zyada bonus mil sakta hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kam kare
      • #18 Collapse

        Re: Loss hamare experiance main izafa karta hai

        Je ha bilkul sahi kaha apny ager hamy lose hota hai to hamari kamyaabi ke tarf aik serhi hoty hai ku aap apni lose wali weakness ko control karty ho aur next trade me aap uss galti ko phir se nahi duhraty iss liye me samjhta ho ke ager apkonlose ho gaya hai account wash go gaya hai to apko mayoos nahi hona chahye balky apni uss weakness ko control karna chahye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Loss hamare experiance main izafa karta hai

          G han main ap ki bat se itefaq krta hu loss jis galti ki wajh se ho hmain us galti se seekhna chaiye or bar bar same mistake ni krni chaiye bar bar same mistake krny wala to bewakof hi hota hai.mistake ho jati hain experts se bhi ho jati hain lekin mistake se seekhny wala bnda zeada faidy mein rhta hai next time same mistake ni krta.

          اب آن لائن

          Working...
          X