Loss hamare experiance main izafa karta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hamare experiance main izafa karta hai
    ASLAMUALEKUM friends koe shaks jitne marzi reading kar le jo bhe kar le jub bhe market main trade kare ga to galtyan kare ga loss bhe kare ga lekn wo loss kise ke lea to loss he rahta hai jo spne galtyoon se kuch nahe seekhta lekn jo apne galtyoon se seekhe us ke lea wo loss bhe profit ban jata hai iss lea loss py asurda na hoon loss ap ke experiance main iszafa karta hai jo pore life ke lea ap k lea faida ka baes ban sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear friend waqy ye ak haqeqat h k los hony py e hmy apni galti ka andaza hota h r next Tim experions m izafa hota h
    • #3 Collapse

      Dear brother forex trading main har new kam he apka experience ha isi trha agr apko aik jaga pa apni mistake ki waja se loss ho jay to apko yeh experience milta ha next time ap woh mistake na dohraen ga aur na he apki ko is trha krny dain ga ap logn ko apna experience breif kren ga to woh experience transfer ho ga.
      • #4 Collapse

        Loss bahot zeyada experience deta he, loss ko negative nai lena chahiy, q k is se lesson bhi milta he aor ney sary se kam krny ka jazba ubhrta he,loss ko positive sense me len, ye to hmen mazboot banany k liy ata he, ye trading ka hissa he,
        • #5 Collapse

          g bilkol thk kaha hai agr hum logo ko loss hota hai to to hamare exprance me azafa hota hai or hum log jaldi he tranding ko samj jaty hai or kam karna start kar dayty hai or acha sa 1 tridar ban sakty hai or bhot achi online earning kar sakty hai agr hum ko kabhi bhi loss na ho to humy exprance nai ho ga k is kam ko kis thara karna hai.
          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
          • #6 Collapse

            assalamualaikum
            bikal sahi kaha bhai ap ny aqalmand insan wohi hota hy jo apni galtiyo sy sikhy girna bari bat nai gir k khara hona buhat bari bat hy hamain apni galtiyo sy sikhna chahye or un ko dor krna chahye
            • #7 Collapse

              Jo trader apni mistakes se sabq hasil nhi krta wo hmesha loss he krta ha keun k professional tarder wo hota ha Jo loss kry lekin phir usi miatakm ko khatm kry jiski wjha se loss hua ho agr aisa nhi kry ga to loss he hoga.
              • #8 Collapse

                Yes dear ais market mai jab bhi koi kaam karta hai to ais mai ye hai k hum ko ais mai profit aor loss to hota rehta hai magar ais mai ye hai k humra experince hota rehta hai agar hum ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai market ki samjh aati jati hai aor ais mai hum achy se kaam kar sakty hai agar hum ais mai acha kaam karty hai to hum ko ais mai acha profit milta hai time k sath experince ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Jab hamen is business mein loss hota he to hamen pata chalta hey keh humne kahan par mistake ki hey aur phir hum koshish kartey hein keh apni mistakes ko improve karen isliye loss hamen bohot kuch sikhata bhi hey aur loss hone par hum forex ko bohot sara learn bhi karne mein kamiyab ho jatey hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Dear loss sy sabiq seekna chahiy ku ky loss jab b hota hai hmari galti sy hota hai to apni galti ko zroor pakrna chahiy jis sy ham ko boht faida hota hai or hmary expirnce main azafa hota hai es liy loss hamain trading markeet ko achy sy anylize krny par majboor krta hai
                    • #11 Collapse

                      Ye aik tarah ki advice bhi hy especially un logon k liey jonhon ny newly forex ko join kia hota hy k kabhi bhi loss sy ghabraein nhi balky zyiada mehnat aur jazby sy kaam krty rahein keun k jo trader starting mein zyiada loss krta hy woh aik na aik din successful hota hy
                      • #12 Collapse

                        Loss waqai hamary experience main izafa kerta hey ager hum apni ghelti ka dobara jaiza lain jiski wajhsn se humain loss hoa hy. Samjhdar trader wohi hoty hain jo apni mistakes se sabeq hasil kerty hain aor dobara woh ghalti nhen kerty jiski wajhan se phly woh loss uyha chuky hoty hain.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                          ASLAMUALEKUM friends koe shaks jitne marzi reading kar le jo bhe kar le jub bhe market main trade kare ga to galtyan kare ga loss bhe kare ga lekn wo loss kise ke lea to loss he rahta hai jo spne galtyoon se kuch nahe seekhta lekn jo apne galtyoon se seekhe us ke lea wo loss bhe profit ban jata hai iss lea loss py asurda na hoon loss ap ke experiance main iszafa karta hai jo pore life ke lea ap k lea faida ka baes ban sakta hai
                          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Aap Ki Baat Karti hun Tak theek hai lekin Har Baar Aisa karna achha nahi hota Kyunki Agar aapko loss hota hai aur aap ki sweety Rahenge case laws mein khush rakhunga aur Koi Shikwa To aap bilkul capital Khatam kar lenge phir aap forex business mein Bakrid nahi reh Sakenge iske liye aap ko jald se jald apni mistake ko find karna hoga
                          • #14 Collapse

                            The best answer is here, but all the brothers, who make their heart short and leave the forex, become important, let them know here.You are not sad, learn from your mistakes, believe that when you learn from your mistakes, catch your mistakes, you will never be hurt.Look at the tax again and again, you believe in profit or loss, you will be 100% beneficial
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hamare experiance main izafa karta hai

                              market main hum jab kam karty hain to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun kay ziada expereince ho ga to hi kam karna huamry liiye asan ho sakta hay is main loss aik reason bnta hay humain learning dynay ka humain apni mistake ki traf mutwajja karny kay loss aik best way hota hay experince dyny ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X