Forex pai ana bahut aasan hai laikin chorna bra mushkil hai why?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex pai ana bahut aasan hai laikin chorna bra mushkil hai why?
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main ham asani sa dakhil ho jata han laikin us ko chorna bra mushkil hota hai mera khyal main forex ak bahut he acha business hai us sa hamain bahut kuch earn krna ko milta hai us main koi condition bhe nea hoti ap us ko part time bhe kr sakta han aur full time bhe us ka lya koi age limit nea aur yai hai bhe online us ka lya ap ka pas ak pc aur acha net hona i think us waja sa ham forex sa dor nea rah sakt
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ki baat theek hai forex ko banda join kar leta hai tou woh iss mein mehnat karna shru kar deta hai jis ka uss ko kuch din mein reward mil jata hai aur uss ki income shru ho jati hai jis kay baad forex ko chorna uss kay lye mushkil ho jata hai uss ka iss mein interest barh jata hai
    • #3 Collapse

      g bilkul aik bar agr forex ko join kr ly to isy chorna bht he mushkil hy qk is sy hmy achi khasi earning milti hy ar isko chorny ki koi wajh he nhi hoti lakin agr koi is bussiness ko loss ho jany ki wajh sy chorta hy to us sy bra pagal koi nhi sbko chaheye ky apna loss recover kry ar improvements kry
      • #4 Collapse

        g friend forex m isan a tu jata lekin chorna mushkil ho jata q k jb los hota insan kahta m chor don es ko jb profit hota pher chorny no tyar ni hota k knsa investment ki free ka e kmayA h
        • #5 Collapse

          Forex ko join krna jitna asan he isko chhorna waqyi utna hi mushkil he, kafi logon ko jb forex me loss hota he to wo kehty hen k forex chhor rahy hen, mgr 2din nai guzrty k phirr yehi log forex me wapis aay hoty hen, waqti jazbat me aa kr 1,2k liy to forwx chhori ja sakti he magr permanently forex ko chhorna bahot mushkil he,
          • #6 Collapse

            g ap nay bilkol thk kaha hai k forex pay ana to asan hai lekan is ko chorna bhot mushkal hai q k agr ap log passay say payar karty hai to ap log forex ko kabhi bhi nai chor sakty is liak jitna passa forex me itna kise me bhi nai hai..agr ap log ko phali bar loss ho gia ho to ap log dusri bar try kia karo 1 na 1din ap log zaror kamyab ho jio gay or ap log bhot acy tridar ban sakty ho
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • #7 Collapse

              Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k ais mai jab banda kaam karta hai to bandy ko samjh aa jati hai k ais mai kaam karna bahot faida mand hai kun k ais mai banda kam investment k sath kaam kar sakta hai aor ais k ilawa ais mai jab chaye kaam kar sakta hai to banda ais se door ni ho sakta kun k her kisi ko samjh aa jati hai k ais market mai kaam kar k paisa kamya ja sakta hai.
              • #8 Collapse

                Forex ko jo bhi aik dafa join karta hey woh phir isko life time hi join karta reh jata hey aur kabhi bhi is business ko chorne ka woh soch bhi nahin sakta hey kioun keh yeh aik bohot hi bara online business hey aur aap isko aik dafa join kar len to iska aisa nasha he keh phir aap isko kabhi bhi chor nahin saktey hein.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Dear ye baat sahi hai k forex ko jo join krta hai us ky liy chorna mushkil hai us ke b boht se waja hai
                  ku ky forex game ke tra work krti hai jo kbi loss to kabi profit dati hai
                  jab profit milta hai to ham or zaida profit lena chahty hai our ham chahty hain ky forex sy ham ek din zroo kma sakty hai jis ke waja sy forex chorni mushkil hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex pai ana bahut aasan hai laikin chorna bra mushkil hai why?

                    forex main ana kafi asan hota hay magr is ko chorna kafi mushkil ho jata hay is main kam karny kay hum adee ho jaty hain humain achi earning hasil hona jab start hoti hay to is main kafi dil lag jata hay magr humain is main kam kanry kay liye time chahiye hota hay tab ja kay hi hum market main kuc profit gain kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex pai ana bahut aasan hai laikin chorna bra mushkil hai why?

                      forex trading he kya har kam tab he asan hota hay jab usmain mehnat ki jaye agar hum start main ziada time dain aur mehnat karen gay forex trading ko samjhnay main to hum bohat achi earning karna seekh sakty hay aur humay chahiye keh esmain theak say focus karen tab he safe earning kar sakty hay es business main
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex pai ana bahut aasan hai laikin chorna bra mushkil hai why?

                        Assalamu Alikum,

                        Forex ak asa online business h jis ma ap ko bht zayada trading experience r knowledge hasil hota h r ap es ma kaam kr k bht sa profit kama sqty hein, r sat sat es ma hmein koi investment b nai krni prti es wja sa forex ma jub ak member free ma kamran start kr data h to pir us ka dil kbi nai krta k wo forex ko cor day.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X