learning kabi be quickly nahi ho sakti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning kabi be quickly nahi ho sakti hay
    learning karny me kabi be jald bazi nahi karni chaye es ki waja ye hay key kam time me forex business ko samjna easy nahi hay, agar quickly learning ki be jaye to esi learning ka koi faida nahi hota hay aur ye quickly learning hamy market ko samjny me koi help nahi kar sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear main yeh kahn ga keh forex main learning ap jaldi us waqt seekh sakty hain jb ap bht ziada interest lain aur ap maximum time dain hard work bht zaroori ha kisi bhi kam main expert hony k lia.
    Aur main yeh kahn ga learning aik aisi cheez ha jis se ap ka confidence main grip hoti ha aur apka experience bht jald improve hota ha. Thanks
    • #3 Collapse

      Koi bhi kam ho koi bhi business ho usko hum itna jaldi nahin seekh saktey hein jitna keh hum sochen keh aik hi rat mein ameer ho jayen aisa bilkul nahin hey koi bhi business hey us mein time lagta hey aur forex bhi aisa hi hey is mein apko ziada time dene ki zrurat hoti hey tab hi aap kamiyab ho skatey hain
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        forex market Mein Hame experience Kabhi B quickly gain nahi ho sakta aapko Pata hona chahiye ke forex market 1 stable market Hame Pata hona chahiye Khas market mein Jab Hum experience elearning karna chahte hain Jiske Liye Humne Kafi time lag jata hai forex market me trading experience gain karne mein aur uske Alawa Hame Pata hona chahiye market Mein Jab Hum stable Rehte Hain HR trading in periods gain Hota Hai
        • #5 Collapse

          Dear brother aap ki baat bilkul theek hai aur kisi bhi kaam ko seekhnay kay lye time darkar hota hai kisi kaam ko jaldi nahin seekha ja sakta aap her cheez ko seekhnay kay lye uss ko time dain aur iss kaam mein jaldi na karain aaraam se sub kuch karain jaldi mein loss hota hai
          • #6 Collapse

            App ke baat sahi hai ke Forex trading ke learning balkay kisi b field ke learning aik time taking kam hota ha . Forex trading ke learning karny ke liye kafi arsa chaiye hota hai . iss ka theoretical knowledge hasil karnay ke baad b iss ke learning mukamil nai hoti hai aur traders ko bad mai iss ka practical experience hasil kar kay b learning karne hoti hai.
            • #7 Collapse

              forex trading business ki learning kabhi bhi jaldi karne ki koshish nhi karna cahaiye forex trading business ki learning step by step hasil karna cahaiye agr ap forex trading business ki learning step by step hasil karain gay tu is se ap ko faida ho ga aur forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han
              • #8 Collapse

                G Hn Dosto agr ap ny kisi b subject ki learning krni hy to wo learning quickly ni ho jti hy Bilkay ap ko os py time spend krna prta hy os pr mhenat krna prti hy jb os py achi mhenat kr lyty hy to ap ap kafi had tk os ko learn kr lyty ho forex trading ma b aisa he hy agr ap Forex ko learning krna chaty ho to es k ly ap ko Forex ko time dyna pry ga
                • #9 Collapse

                  dear friend forex aysa beznus h jisy ap etni Jaldi ni smjh skty quecly learning ka koi faida ni ho ga jtna aram sy larn kro gy otna smjh sako gy es ko q k es m investment tu h ni learning h jtna larn kro gy aram sy otna kmao by jald.bazi ka koi faida ni h
                  • #10 Collapse

                    Dear members Forex trading my learning ke liye demo account maximum two months trading bahut zaroori hai demo account is just like a real account market is real bonus is fake just like real but aap usko withdrawal nahi kar sakte Jo aapka profit hoga aur jo launch hoga woh bhi Aapko nahi hoga Forex trading mai experience on learning bahut important factors hai jo aapki trading strategy ko bahut strong banate hain
                    • #11 Collapse

                      g bilkul sahi kaha sb ny learning kbhi bhi quickly nhi ho sakti jitna time hm seekhny me lgayen gy utna he achy sy kam kr saky gy bht zada fast ho ky sochna bhi sahi nhi hy ky hm sochhy ky hm zada sy zada ky mutaliq km sy km waqt me jan jayen ye bhi possible nhi hy so sabr sy hr kam krna chaheye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Yes of course forex market Mein learning Kabhi B quickly nahi ho sakti aap ko pata hona chahiye Ke Jab aap forex market Mein learning karna chahte hain to aapko Chahiye Hota hai kya aap apne basic technical analysis Acche Lagte aur jab aapko time to time experience Hota Jayega different Christian ki strategies ko be easily learn kar lenge aur uske baad hai aapko accha profit Hasil Ho payega

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X