agar aap ne demo par practice karny hai phir broker ka hi demo use kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar aap ne demo par practice karny hai phir broker ka hi demo use kare
    salam dosto main aap ko acha mashwara daina chahta ho k jo main apnay tajarbay se kar chuka ho zaida tar log mt4 k demo par hi practice karte hai jab k broker k pair ka level kafi mukhtlaf hoty hai ek broker par agar .01$ ki lot rakhe ot .01$ hi up down hoty hai or kisi broker par agar .01$ ki lot use kare to .10$ ka ka ek pips banta hai behtar jis pair par trading karny hai wo seb se pehlay usy broker k demo par hi test kar lia karo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar aap meta trader 4 .ein trading kar rahay hain tou uss kay lye zaroori hai kay aap demo bhi meta trader 4 ka hi use karain kyun kay aap ko demo se hi real trading mein faida hota hai aur agar aap koi aur platform use kartay hain tou uss ka koi faida nahin hai
    • #3 Collapse

      apki bat bhi theek hey lekin agar hum jis broker ke demo par bhi work karen to is mein koi khas issue nahin hey hum easily kar saktey hein because demo account ho ya live ho market har jagha par same hi chal rahi hoti hey aur hum agar acha risk reward follow karen to no problem hum kisi bhi broker ke sath kam kar saktey hein
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        yes of course agar humne demo account ke upar practice karni hai to Hame Jis broker ke upar investment karni hai forex market Mein Usi broker ka hai Tenu account use karna chahiye Is Tarah Hame Uske demo account se broker ke baare mein pata chal jata hai ki Humara spread Kitna Hoga currency pair ke upar aur kya Kahi Hamara broker stop loss and house slippers Ho Gaya to nahi deta
        • #5 Collapse

          G demo account par practice se ap forex trading business ki learning hasil kar saktay han demo account koi bhi us ki market real hi hoti hy bas market mein currency pair ki velo ka fark hota hy is like behtaar ye hi hy k js broker par trading karni ho us k demo account par hi practice karain
          • #6 Collapse

            Agar aap meta trader 4 .ein trading kar rahay hain tou uss kay lye zaroori hai kay aap demo bhi meta trader 4 ka hi use karain kyun kay aap ko demo se hi real trading mein faida hota hai aur agar aap koi aur platform use kartay hain tou uss ka koi faida nahin hai
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              ap anay wlay new broker ko hamesha yaahn par ye he recomende karyen k ap yahan say kafi auchy say working karnay k lye ap ko demo par apni skills ko develop kar skty han or jab ap yahan sya apni skills ko develop kakr layen gay tu ap yahan say kamayabi say working kar skty han is may say

              اب آن لائن

              Working...
              X