Kya technical analysis kar k acha profit hasil kiya ja sakta hay
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya technical analysis kar k acha profit hasil kiya ja sakta hay
    Dear forex traders 3 qisam k analysis hoty hain main ap sy pochna chahta ho k kya agar sirf technical analysis kiye jaen to acha profit hasil kiya ja sakta hay for example hum suppor aor resistance py analysis kar k acha profit hasil kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
    Dear forex traders 3 qisam k analysis hoty hain main ap sy pochna chahta ho k kya agar sirf technical analysis kiye jaen to acha profit hasil kiya ja sakta hay for example hum suppor aor resistance py analysis kar k acha profit hasil kar sakty hain.
    Assalamualaikum G bhai mai aap ki baat sunkar Dwarka Nagari Karta Hoon Agar Hum technical analysis on news updates for market ki movement Brazil Rakhenge Kamyab theatre Ban sakte hain kamyabi ke liye hard working bajada Doori hai did not working se kaam Karenge Aap Ko Itna Jyada profit Hassan hoga
    • #3 Collapse

      Dear brother jab aap technical analysis kartein Hain tu aap ko.us say profit hasil ho sakta hay jis say aap aik acha profit hasil kar saktien Hain is lay jab be koi be analysis karien us Kay lay aap ko forex Kay baray main achi knowledge honey chahiay
      • #4 Collapse

        Forex ka business mustkil mizaji talab karta hai agar hum mustkil mizaj nahi honge to hum kabhi isme kamyab nahi ho sakte forex main technical analysis ho ya fundamental analysis hon hame kisi ek pa zaroor tawaja deni chahiye aur sirf usi ko follow karna chahiye wo zaroor hamin kamyabi dela sakta hai..
        THKS
        • #5 Collapse

          Gee haan brother aap kay analysis jitnay achay hoon gay woh aap ki trade ki kamyabi ki zamanat hoon gay aap apni analysis ki strength ko strong karain aur her trade kay lye aise analysis karain kay aap ki trade aap ko profit hi dae uss mein loss ka koi chance na rahay
          • #6 Collapse

            zaroori nai har waqat technical analysis k pichay lagay raho ek cheez k pichay lagnay se kuch dino tk profit to zaroor ho ga phir kisi time b bazi palt sakty hai behtar hai technical analysis fundmental analysis or news par b nazar rakhy jay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              aap kay liye bohat eham hay kay jab bhi analysis karain tou kcuh aur point pe zor den ya nahe lakin technical analysis kay saath fundamental ko zaroor dekhna chaiye kyun kay fundamentals effect kartay hain aap ki trading pe jab fundamental bohat strong hon technical fail bhi hosaktay hain aap technical pe importance den magar sath news ki update anay wali risky news high volatile news ko bohat zyada ehmiyat diya karain...

              اب آن لائن

              Working...
              X