Candle k zariey trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle k zariey trading
    Dear friends main samjhta hn k agr hamien candles ka knowledge ho tu trading mein hum kafi earn kar sakty hain.jaisay k trading mein eik pin bar candle ka name ap ny suna ho ga ye jahan par banti hai hai ap wahan par sell ya buy ki trade laga sakty hain iss sy apko kafi faida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Candlesticks aik acha indicator ha ye leading indicators mein acha ha jo hamaen ber waqat achi trads daita ha.bht achy patterns bhi creat krta ha.hamaen es ko zrur learn krna chaye q k ye forex ki basics mein se ha.
    • #3 Collapse

      DJ forex market Mein candlestick pattern aap ko pata hona chahiye Kaisa hota hai ki forex market Mein Hum JB candlestick pattern ke upar trading Karte Hain Hame Apne dil se Rakhna chahiye Oru second forex market mein Ami achi tarike se stable Rahe Kal trading Karni chahiye aap ko pata hona chahiye ki forex market X table 3 ka hai trading karne ka lekin Hume candlestick pattern ke analysis karne ka pata hona chahiye ki candlestick pattern key copies are the strategies hai
      • #4 Collapse

        Han g candals k zriye ap bohat achi trading kar sakty hai us me apko bus candles ki shapes ka pata hona chahiye un ki shapes sy pata chal jata hai k market next kaya kary gi ye kis tarf move kary gi candles ka knowledge kafi acha hai.
        • #5 Collapse

          Brother forex trading main candlestick pattern indicator maximum use hot hey jahan tek mera experience hey main isky sath parabolic sar indicator bhi use kerta hon keon keh uski indication new candle benney se phly a jati hey aor se pta chal jata hey keh new candle sell ki hy ya buy ki.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
            Dear friends main samjhta hn k agr hamien candles ka knowledge ho tu trading mein hum kafi earn kar sakty hain.jaisay k trading mein eik pin bar candle ka name ap ny suna ho ga ye jahan par banti hai hai ap wahan par sell ya buy ki trade laga sakty hain iss sy apko kafi faida ho ga
            mujhey candle kay zariye trades karna pasand hay amazing result nikala hay candles se trades karna more success hay kyun kay jab pin bar bnay gi aik entery mili then shooting star then aik trade mili so har candle ki apni aik value hay har candle stick mei aik new update hoti hay then ussi pe entries milti hain aap ko esliye kabhi bhi candle kay bagair kaam na karain...
            • #7 Collapse

              candle system bohat acha way hai charts ko read karne ka aor log isko use kar kar kafi achi earning kar rahay hein main khud candlesticks kay patern ko use kar raha hon aor bohat acha profit bhi hota hai.
              • #8 Collapse

                Dear Forex Forum fellows
                Forex trading mein mean indicator candle hy jis ko samjhna buhat zaroori hy aur es ko clear samjhny wala kabi bhe loss nai karna hy kiun k es mein 4 information's hoti hain seller closing and opening buyer opening and closing aur lower and higher values mil jati hain jo buhat helpful hoti hain kisi bhe traders k li koi bhe trade lagany k liy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading main market ko ana;sye karny k liye boht se charts avaoulbe hoty hain jis se hum market ka jaiza ly kar apni trading ko asab bnaty hain es liye hmain candlistic pettrn ko use karny ka knowledge hona chahye q k hmari trading main hmain har wo point k bary main aknowledge ho jis se hum apni trading main analyse kar k acha profot eran kar skaen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X