Kya new members ko trading currency sa start krni chaya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya new members ko trading currency sa start krni chaya?
    Assalam alaikum bhai forex pai ap agr ak new member han aur ap ka pas knowledge aur experience thora hai tu shuru shuru main apni trading currency pai kran kiun ka ya baki trading sa zra aasan hota hai us ka lya bhe ap ko markete sa update rahna hota hai aur us type ke trading main news bahut important hoti han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh sahee ha janab keh New members ko kissi Commodety, waghera par Trade nahen karni chahiay keun keh un ki spread bhi zeada hoti ha aor un ka analysis bhi Mushkil ha lehaza behtar ha keh Currency par trading karren jab ahan practice mukammal ho jaey to phir others ke bare men sochen
    • #3 Collapse

      M apki bt se agree krta Hun keun k JB new member hota ha to usko trading ka it a experience nhi hota aur Jo currency pairs hoty hen unpy trading krna easy hota ha keun unki movement slow hoti ha JB k agr start m he gokd ya oil pe trading kry ga to loss hoga.keun k new member hony ki wjha se uska experience km hota ha aur wo gold aur oil jesi tez movement m survive nhi kr skta.so currency pairs is best.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
        Assalam alaikum bhai forex pai ap agr ak new member han aur ap ka pas knowledge aur experience thora hai tu shuru shuru main apni trading currency pai kran kiun ka ya baki trading sa zra aasan hota hai us ka lya bhe ap ko markete sa update rahna hota hai aur us type ke trading main news bahut important hoti han
        main aap ki is Baat se total agri karta hoon Kyunki Agar new trailers currency pairs Mein trading Karenge to usne profit and loss Dono bahut kam hota hai aur new trailers ka experience thoda hota hai Toba De Los se Baj Jayenge
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Ap ki bat bilkul durust h lakin new member ager trading mein maharat hasil krna chta h tu usy trading knowledge hasil krna chahey is ka behter treka internet h wo ap ki behter rehnuai kryga
          • #6 Collapse

            ap ki bat to thk hai par ap log ko mahnat karni bhi sikhni chahiya q ki agr ap logo k pass knowledge nai ho ga to ap logo ko kio faida nai hai k k ap log asy he tride pay kam karty jio or ap ko loss hota jia amza to jub ata hai jub ap log mahnta karo or ap ko us k sae passay bhi milay asy maza nai ata k ap log kam karty jio or ap ko loss hota jia.
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Han bhai ap ney dorust kaha hey new traders ko trading currency pairs main kerni chaey aor start main lot size kem rakhna chaey aor trade bhi aik waqt main aik lagani chaey takeh kisi kism ki confusion paida be ho.

              اب آن لائن

              Working...
              X