High expectations loss ke wajh banty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High expectations loss ke wajh banty hain
    forex ek aesa business hai jiss main ap ko har lamha market ke sath rahna parta hai ap out of tune hoty gae aur loss start kae dafa aesa hota hai hum ko trade laty hain bohat expectations ke sath wo kuch profit bhe daty hai hamen idea ho jata hai iss trade main potential nahe hum phr bhe small profit ke sath exit nahe karty ke shayd huge profit ho aur wo he trade end main loss kar daty hai. Iss lea market ke hisab se trade karen na ka expectations ke hisab se.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan aap apni expectations ko forex se jitna zayada barhain gay aap ko utna zayada hi loss ho ga aap apni expectations ko normal rakh kar normal trading karain aur panic mein na parain aur thoray profit kay lye trading karain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے

      Mere Khayal Mein Tu Hai expectation ke Baje high profit banane ki grade traders ko Jyada nuksaan Deti Hai Kyunki Jab traders Yadav profit banane ki grade Karte Hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Well dear m apki bt se agree krta Hun keun k forex trading expectations pe nhi chalti blky apni mehnat aur experience ki base pe trading ki jati ha tb profit hota ha.sometimes hmari expectations aisi hoti hen k markit hmen profit degi lekin aisa hota nhi ha.keun k markit ne to apny hisab se move krna ha k hmari expexexpectak ka lihaz krna ha.so apni mehnat pe trust kren.
        • #5 Collapse

          G Bhai ham ko expectation rakhni chahya but us tarha ki mehnat bhi karni parni hai keh hamari sari expectation Puri ho jayn...AP ko apni expectation ko apny uper hawi ni hony daina bus unko samny rakh Kar mehnat karni hai ta keh AP Jo chahty Han woh apko mil Jay ..
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Gee haan aap apni expectations ko forex se jitna zayada barhain gay aap ko utna zayada hi loss ho ga aap apni expectations ko normal rakh kar normal trading karain aur panic mein na parain aur thoray profit kay lye trading karain
            Kya G bhai Hame Hame Itni high expectation nahi Rakh Le Jayenge Hame Apne Upar confidence hona chahiye tabhi Hum isme successful ho sakte hain aur sabse Pehle Xperia Saansein kar sakte hai karna chahiye Hame experience answer
            • #7 Collapse

              slaam to all forum members...small profit ka sath exit iyk boht he acha option ha app ko apna capital ka hisab sa umeed lagni chye app ka capital small ho to us ka matbik he trade lagyin jitni bari trade ho ge app ka capital utna he bra risk sa dochar ho ga is lyia zyida sa zyida kosish krin ka choti sa choti lot select krin ur chota chota profit book krin mean apni hasyati ka matbik trade lagin
              • #8 Collapse

                Aisi baat b nahi hai apko forex sy high expectation hoti hai par us ko poora karny k liye apko galt trading nahi karni chahiye ta k ap ko loss na ho jab ap jaldi me trading krty hai profit k liye tab hi ap galti karty hai jis sy loss hota hai.
                • #9 Collapse

                  Brother main ap ke baat sa agree krta hon but mera bhe ak suggestion hai ka bnda ko tb hota hai jab wo bahut sara profit kamana chahta hai matlb ka us ka andr lalch a jata hai ap jab bhe forex pai trade lagain tu ap ko chaya ka market sa update hon ap news pai focus kran ap ka lose chances kam ho jata han
                  • #10 Collapse

                    Bil kul thek keh rahay ho ap baz dfa hmain ajeb sa aik confidence aya hua hota ha m ab zarur profit ay ga market ka trend ab lazmi change ho ga bahut ziyada expectations kr letay hain misal k tor pay RSI 80 ko cross kr gae ha aur H1 time frame main lichli 10 candle up ja k close hue hain mtlb 10 pichlay 10 hours main market lga taar up gae ha to hum yeh expect kr letay hain k ab sell lgana chaheay lazmi market down ay gi lekin baz dfa aisa hota ha baz dfa nai do bahut ziyada expectations bhi loss ka sabad banti hain.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                      forex ek aesa business hai jiss main ap ko har lamha market ke sath rahna parta hai ap out of tune hoty gae aur loss start kae dafa aesa hota hai hum ko trade laty hain bohat expectations ke sath wo kuch profit bhe daty hai hamen idea ho jata hai iss trade main potential nahe hum phr bhe small profit ke sath exit nahe karty ke shayd huge profit ho aur wo he trade end main loss kar daty hai. Iss lea market ke hisab se trade karen na ka expectations ke hisab se.
                      Assalamualaikum G bhai mai aap ki baat se Mukammal tadpayegi Karta Hoon K Agar Hamare expectations hi Honge to Hum proper time par trade open or closed nahi karenge aur Hamare Dil Mein Ladka Paida ho jayega Aur Hum Apna sab kuch jawab Denge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        buhat dafa trading main is tarah ho jata ha apko jo trade karty hai apko lag raha hota ha kay ya trade apko buhat acha profit day kr jay gy mager hota ya ha kay wo trade apko ya to loss day jaty ha ya phir buhat hi kam profit main trade ko close kerna parta ha.trading kay business main profit hasil karnay kay liya risk to lena parta ha.us kay bad hi profit ya loss

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X