Islamic Festivals aur Forex Business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Islamic Festivals aur Forex Business
    Forex forum me members ye samjty hey key Islamic festivals ki waja se forex ki market ya to close ho jati hey ya market me Islamic festivals ki waja se big movement a sakti hay, me esy members ko batana chahta hon key forex ki market kesi be Islamic country me nahi hay es waja se Islamic festivals apni jaga magar forex ki market par es ka koi effect nahi ho sakta hay aur na hi kesi be Islamic festivals ki waja se es me changing a sakti hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi i agree with u forex market ka pr islami tevar ka asar nahi parta mean jab hamara islami tevar hon tab huma choti hoti hai or is holiday ka asar forex pr nahi hota mai na eid wala din bi trade lagai teh moharam mai bi open teh forex market han jab Europe country mai holday ho tu market slow hot hai is lia ka forex Europe mai hai wahan s control hoti hai market
    • #3 Collapse

      Your wright .lakin islamic country mien jumay waly din akser market down rehti h is din log tijaraat mein ziada dilchspi nahein lety khas kr pakistan mein baki mumalik mein market up to down chlta rehta h
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Forex forum me members ye samjty hey key Islamic festivals ki waja se forex ki market ya to close ho jati hey ya market me Islamic festivals ki waja se big movement a sakti hay, me esy members ko batana chahta hon key forex ki market kesi be Islamic country me nahi hay es waja se Islamic festivals apni jaga magar forex ki market par es ka koi effect nahi ho sakta hay aur na hi kesi be Islamic festivals ki waja se es me changing a sakti hey.
        G Bhai Mein batana chahti Hoon came for ex 1 Islamic country ki usse nahi hai Islamic Vivah se iska Koi relationship nahi hai aur na he is Pako Islamic movement aa sakti hai aur Market mein bhi Sama country mein nahi hai is less Islamic festival Apni Jagah hai aur Forex ki market par iska Koi effect nahi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Janab zahir baat ha islamic festival ka asar forex market par kuch nahen hota ha forex ka tamam tar nizam Europ & America se mutalliq ha lehaza barey se barey Islami Tehwar par bhi Forex Trading Market Open hi rahti ha
          • #6 Collapse

            Re: Islamic Festivals aur Forex Business

            Dosto forex per kuch online aur festivals hoty hain forex ke hawale sy is may sharket karne chahye bohat sa knowledge gaine hota hai aur ap ko bohat sa faida hota hai bohat sa porfit hota hai aur bohat kuch seekne ko milta hai is terhan ke festival pakistan may hoty hain islamic festival aur forex business may shareq hona chahye
            • #7 Collapse

              Re: Islamic Festivals aur Forex Business

              Asalamu Alaikum to all forex friends. Forex market kisi bhi country ki ek makhsos market nahi hain forex kisi country say belong nahi karti . Is liay not only islamic even k english festival like christmis hallowen in subbpar bhi market close nahi hoti market ki clossing timing srif saturday sunday hain
              • #8 Collapse

                Re: Islamic Festivals aur Forex Business

                Achcha Nahin ho sakta stability Kabhi Nahin usmein sakti aap sandown is Mein Aate rahte hain working is per Nahin ho sakti hai confidence ke sath kam karne ke liye Hamen Purush Kaun mahaul Mein kam Karke working generate Karni chahie aur ek dusre se precious ke sath Aakar Ham kam Karenge To Hamen Kuchh Bhi Nahin Aise Milega kam ke liye ek aur jo aur important baat hai ki Aap Yahan per knowledge ke bagair yahan per risk na len kam karne ke liye Aap Yahan per acche wali planning ke sath kam Karen strategy dhundhe kya aapane Yahan Par kis strategy ke sath kam karna hai acche wali training aapko acche wali strategy
                • #9 Collapse

                  Re: Islamic Festivals aur Forex Business

                  islamic fastivals ka forex business per asar nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Islamic Festivals aur Forex Business

                    forex aik world wide busienss hain hum is mai kam kar ky halal roze kama saky gy forex aik legal busins hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky is mai kam karna hi ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Islamic Festivals aur Forex Business

                      froex main kam karny say insan kamiyab hota hain froex ak trha ka busiess hain agr ham froex pay kam karty hain to ham os main kamiyab ho skaty hain agr islamic fastivales h insan k ly bhot hi ziada ahmiyat rkhty haain agr ham islamic fasitvals ko ham follow karty hain agr ham fastivals ko follow nh kary to ham kbhi kbh apni zindgi nh guzar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Islamic Festivals aur Forex Business

                        Forex markete mai just Islamic hi nahi balky koi bhi kisi bhi religion k festivals koi matter nahi kerty ab jesy december hai to is mai chrismis hota hai even tab bhi forex markete off nahi ho gi kiun k ye kisi bhi country ki apna zati ya makhsoos business nahi hai us mai kafi countries shamil hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X