Big capital agar ho to small trade open karna batter hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big capital agar ho to small trade open karna batter hay
    trading me hamara maqsad profit earn karna hota hay agar big capital be ho to hamy small trades hi open karny chaye, big capital ka advantage zeyada risk lena nahi hona chaye, traders ko small trades open karny par hi depend karna chaye aur slow profit earn karny ki strategy ko follow karna chaye, jab hamy big capital me 1 dafa loss ho jata hay to ye loss ham se kabi recover to nahi ho ga es key ley ham aur be zeyda loss karty rahye gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi mara kahyal mai tu agr ap ka pass capital chota ho to ya bara but ap log lot size hamesha kam rahkhain kiun ka tohra profit lain or long trading karian agr peofit tohra ho ga tu ap ko loss bi kam ho ga or jaldi ap recver bi kr sakain gain is lia mari ya hi suggestion hai ka lot size kam rakhain thanks
    • #3 Collapse

      Bhai yeh aik better planing hey isko apnaty hoey hum immediate loss se buch jaty hain han is main profit kem milta hey keon keh hamari lot size small hoti hey. Ager market hamari favour main move ker rhi ho to hum additional trade bhi laga sakty hain.
      • #4 Collapse

        slow profit to tab ho ga jab hum long term trading kare matlab chotay chotay pips profit laina chor de chotay chotay pips profit k liay investment b zaida hony chain agar aisa na kya market kisi time b fast ho sakty hai aap ko dabo kar rakh de ga behtar hai forex ko ek math ki tarah samjho
        • #5 Collapse

          dear bar big capital ki nahi hoti hai app ko money mangemnet k rule ka pta hona chheay k wo kesy apply hota hai hamesha app aik he pair sari lot na lga dain farz kain ager app k pas 100 doller hai aur isper 0.02 ki lot app lga sakty hain app ye 0.02 ki lot aik pair par na lgain balky ap iski 2 trade trade lgain 0.01 ki phir he app achi trade kar sakin gay.
          • #6 Collapse

            Agr ap ziada risk se trading kartay han aur buht bari lot size use kar k trading kartay han tu is se agr ap ko profit ho ga wo bhi ziada ho aur agr loss ho ga wo bhi ziada is trading apne experience k mutbik money management kar k lot size use karain agr ap money management se account mein trade open kartay han tu ap ka account save ho ga aur ap profit bhi acha kar saktay han
            • #7 Collapse

              aap jitni dafa bhi small trade open kartey hein wo apke liye safe hoti hey aur yeh profesional traders ki aik khoobi hoti he keh unke pas capital bhi bara hota hey aur woh trade bhi small hi lagatey hein aur is wjha se wo is market mein kabhi bhi loss nahin kartey hein aur alwasy successful rehtey hein.
              https://t.me/pump_upp
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Tradeing mien risk lena prta h ager risk nhien lein gay to ap ko faida aur nuksaan mein frk nhien ho ga jo bhi field h busness ki us mien risk lazmi h

                اب آن لائن

                Working...
                X