forex main kisi surat lalch na kare kafi friend phans gai hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kisi surat lalch na kare kafi friend phans gai hai
    salam dosto mera aap ko acha mashwara hai forex par aap kabi b lalch na kya kare kafi friend ne oil par lalch kar k trade ki un ka khyal tha oil ab idhar hi jay ga uno ne big lot khol di jis ki wajah se un ka account wash honay wala hai kuch b ho jay lalch kisi surat na karo account ko safe rakh kar trading karo profit kam ho ya zaida kafi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    haan jee app ki baat say main agree kerti hoon forex main humean bus us lalauch ko khatm kerna ho ga pher he us main hum log iak kamyaab trader ban pain gay our koi bhe kaam us main mushkil nahe hai trading kerna asaan hai emotions main bus greed ko control jo ker leta hai wo apny mind set up bna letay hain pshychological level ko control ker leta hai to wo us main kamyaab hai
    • #3 Collapse

      G forex trading business mein kabhi bhi lalach nhi karna cahaiye kiok lalach se loss hi nhi account hi wash ho jata hy kiok lalach se jab koi trade open kartay han tu is lot size ziada use kartay han aur lalach mein koi mistake ho jati hy js se loss ho jata hy lalach se bach kar trading karni cahaiye
      • #4 Collapse

        yes dear Aap Ki Baat Sahi Hai Hame forex market mein jyada laalach nahi karni chahiye Jis Par aap ne bataya ke forex market mein Hame Pata hona chahiye ke oil ke upar threading agar humne karni hai to mai apne analysis acche Rakhna chahiye aur Hame Chahiye Hota Hai ke forex market Mein stable Rekha trading Kare agar humne crude oil trading crude oil trading
        • #5 Collapse

          Dear Forex trading members Aap Ki Barse agree karunga Forex trading Mela Lage karna bahut Buri Bala Hai emotional control bahut zaroori hai trading mein market analysis planning or management important hai trading main aapko risk free trading Karni chahiye is ke liye aapko hardware karna padta hai tab aap ko profit Hota Hai
          • #6 Collapse

            greed karny ki waja se hi es dafa mujy bahot loss ho gia hay muj se behtar greed karny ka nuksan kon samaj sakta hay mera account 160$ profit me hony key bawajud be wash ho gia ye sab meri greed mistake ki waja se hi howa hay.
            • #7 Collapse

              Brother ap na belkul thk bola hai ka forex main kabhe bhe ap lalch na kran kiun ka lalch tu buri bla hai ya jis jagah bhe ho lose he hota hai aur forex ak aisa business hai jis main ham lalch nea kr sakta agr ham lalch kran ga tu lose he lose ho ga us lya ap jab bhe trade lagain tu blkul lalch sa free ho ka business kran ap ko bahut faida ho ga
              • #8 Collapse

                forex mai nakmai ki sab sy bri lalch he hai jiss say ham loss kar kar k apna app tbah kar laity hain aur jab hamry pas kuch nahi hota tab ham ko samjh ati hai k asa nahi karna chheai iss leay ham ko pehly he samjh jana cheay k app ko sirf rule aur regulation k sath he kam karna hai chahy ju kuch ho jay.
                • #9 Collapse

                  forex trading business mein lalach aur apne kahyal ko kabhi bhi use na karain jab apne kahyal mein trade open kartay han tu us trade mein lazmi loss hota hy kiok wo trade tukay se open hoti hy aur analysis se open nhi hoti aur greed ki waja se lot size bhi ziada use kartay han tu is traha loss bhi ziada hi hona hy aur is traha account hi wash hota hy trading jab bhi karain analysis kar aur greed see bach kar karni cahaiye
                  • #10 Collapse

                    G Hn Dosto forex trading ma hmain kisi b soort ma lalch ni krni chy Kiun k yha py Jin Jin logo ny b lalch ki hy wo hamesha pansy he hy unho ny apna bht sa loss brdash kia hy jo un ko profit ki soort ma milna tha agr lalch na ki hoti es ly trading ma hamesha sbr sy km lyna chy or hr plan soch smjh k bnana or apply krna chy
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein sab se ziada loss js waja se hota hy wo greed greed ki waja se forex trading business mein sab se ziada loss hota hy is account hi wash ho jata hy forex trading business mein agr hum apne experience aur knewledge se kaam kartay han tu greed se bach saktay han kiok knewledge aur experience se hum market ko dekh saktay han aur samjh saktay han is traha ziada ka lalach nhi karain gay aur loss bhi nhi ho ga
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
                        salam dosto mera aap ko acha mashwara hai forex par aap kabi b lalch na kya kare kafi friend ne oil par lalch kar k trade ki un ka khyal tha oil ab idhar hi jay ga uno ne big lot khol di jis ki wajah se un ka account wash honay wala hai kuch b ho jay lalch kisi surat na karo account ko safe rakh kar trading karo profit kam ho ya zaida kafi hota hai
                        Forex trading Mai maximum traders who knows he is wajah se hota hai ke woh apni trade small profit mein follows nahi karte Milke Jyada profit banane ki try karte hain Jiski wajah se hone ka Prophet big loss Mein Chala Jata Hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Aslam o alikum dost ya apny tick bola hai. Is mein laluch kabi na kary. Ye business laluch karny ka nahi hai. Is say Acha profit hasal kary
                          • #14 Collapse

                            G Bhai apki bat Sahi hai ham ko ziada lalach ni karna chahya aur jitna profit mil raha hai woh ly lyna chahya kuch log ziada lalach kar jaty Han aur Bari lots lagana start Kar daity Han just SA unka account wash ho jata hai ya account wash hony ka chances ziada ho jaty Han es Lia AP sub ziada lalach na Karan...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
                              salam dosto mera aap ko acha mashwara hai forex par aap kabi b lalch na kya kare kafi friend ne oil par lalch kar k trade ki un ka khyal tha oil ab idhar hi jay ga uno ne big lot khol di jis ki wajah se un ka account wash honay wala hai kuch b ho jay lalch kisi surat na karo account ko safe rakh kar trading karo profit kam ho ya zaida kafi hota hai
                              Assam Alaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha lalach Buri Bala Hai Hum Agar Kisi bhi kaam Mila Ladka late Hain dost Mein kamyabi Boss Jyada Mushkil hoti hai aur waise bhi badhane ka hai ke lalach Buri Bala Hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X