Withdraw Kitna hona chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Withdraw Kitna hona chahiay
    Dosta mera sawal ha keh withdraw karte waqat kam az kam kitna chorna chahiay trading account men suna ha zeada Withdraw se account bann ho jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother agar aap bonus account main kam kar rahien Hain is lay aap withdraw ki kuch limitian be Hain agar aap bonus account main jab be withdraw lagaien tu us ki amount aap Kay account main majood bonus say Kam honi chahiay warana app ka account washed ho Jay ga
    • #3 Collapse

      Agar ap withdraw more than your bonus laga dety hain tou apka account bann ho jata hai isliay jab bhi withdraw lagaen tou total bonus ka 30 percent tak aik time main withdraw lagaen tou apka account bhi bann nehi hota aur withdraw bhi aa jata hai
      • #4 Collapse

        Agar apka profit itni amount main ho gia hai ky total bonus ky 50 percent sy zyada hai tou aik hi dafa withdraw kerwany ki bajaey ap apna profit two to three installments main withdraw kerwa lain aesa hai ky agar ap aik hi dafa zyada withdraw lagaty hain tou apka account bann ho jata hai isliay account safety ky liay zaruri hai ky thora thora ker ky withdraw lay lain
        • #5 Collapse

          agar aap ki withdraw time sari trade close hai to 10 to 20$ account main chor dainay chain main ne to pichlay month 117$ profit bana lia tha jis main se 100$ ltc par cashout karwa lia tha baki aap khud daikh laina aap par kya asar parta hai
          • #6 Collapse

            ap ki earning ager aik din ki 50 dollar hai to mery dost meri to ko ye advice ho ge k app 70% profit withdraw kerna chahy our ager app apny profit ka apny real account main 30% re invest ker dtiy hain mean account main rhenay dity hain to pher ye app k real account k leay best hai aik to capital bonus grow karey ga aik account disable ki koi tension nahe ho ge
            • #7 Collapse

              yes Diya aapne bilkul sahi Baat kahi hai ki forex market mein aap ko pata hona chahiye k zaditor account ban sirf ISI wajah se hota hai ke hum Jab threading Karte Hain Tu Hamare analysis acche nahi hote aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein I'm a stable Reh Kar kaam karna chahiye aur Hame chahiye ke forex market Mein instaforex bonus account par Hame jeetna rocket ho wo Sara ka sara Vidyanagar why Kyunki aap ko pata hona chahiye K insta Forex ke rules hai agar over all balance aapka 500 US dollar rate of $50
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Assalamu Alaikum dear Forex trading members bonus account withdrawal rules study karna chahiye bonus account withdrawal rules bahut easy hai total bonus ka 10 % profit withdrawal kar sakte ho aap is Se Zyada withdraw risky ho sakta hai bonus ke upar Jitna Bhi profit Ho usko abhi withdrawal kar sakte ho

                اب آن لائن

                Working...
                X