Importance of news in forex business.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of news in forex business.
    Jesa k ap sub ko maloom k jitni bhi currencies pe trading hoti ha unky related news bhi ati rehti hen aur in news ka markit pe sometimes aisa affect prta ha k markit aik dam se move krti ha aur krti chli jati ha traders ko koi smjh nhi ati k markit ko ho Kia gya ha.aisy moqy pe hmen chahye k JB bhi koi news aspected ho to us se pehly apni trades close kr Deni chahen.aur just he news guzry to markit ki movement ko dekh k trade open krni chahye keun k news ka bht important role ha forex business m.so hmen bht careful ho k trading krni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee news market ko bahut zayada effect karti hai jab woh kisi bhi economic issue kay related ho aap ko daily subah purray din ki news ka calander check karna chabyea aur jitni bhi america economy issues kay related news ho unn kay mutabiq apni trades ko manage karain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
      Jesa k ap sub ko maloom k jitni bhi currencies pe trading hoti ha unky related news bhi ati rehti hen aur in news ka markit pe sometimes aisa affect prta ha k markit aik dam se move krti ha aur krti chli jati ha traders ko koi smjh nhi ati k markit ko ho Kia gya ha.aisy moqy pe hmen chahye k JB bhi koi news aspected ho to us se pehly apni trades close kr Deni chahen.aur just he news guzry to markit ki movement ko dekh k trade open krni chahye keun k news ka bht important role ha forex business m.so hmen bht careful ho k trading krni chahye.
      Assalamualaikum G bhai aapne bahut achi baat ko share Kiya Hai Mere Khayal mein Forex trading main Forex news backbone ka kaam Karti Hai Jaise Insaan backbone ke bagair Kisi Kaam ka nahi Sitaram Forex trading mai Forex news cable share trading bilkul bekar hai
      • #4 Collapse

        Ap nay 100% sahi kaha hay news ka market bahut asar hota hay news k time trading sy avoid karna chahiye q k jab news atti hay to market bariii bariii candle bnantiii hain aor us time trader ki smjh mein kuch nai aa raha hota k market ko kya ho raha hay aesiii situation sy bachny k liye news k time na to trading karen aor news sy pehly apni trades close kar len
        • #5 Collapse

          tamaam currencies pairs ki news ati rehti hain aur bohat effect karti hain unpe especially sham ko Newyork session mei aap dekho gay USd ki kaafi news aati hain same like London session mei GPB pairs aur Eurusd ki bhi news aati hain unko ignore nahe karna chaiye unkay mutaabik he fundamental move hoti hay
          • #6 Collapse

            jesay trading main technical analysis bht importance rakhty hain easy he fundamental analysis ki apni importance hai ager ap un mian trade kerna k interested nahe hoty hain lkin ap un ko bilkul ignore bhe nahe kr sgty hain ap ko weekly un ko check kerna zarori hota hai ta k us time main app ki koi bhe trade open nahe honni chahy khas toor pay jab high impact like interest rate ki koi news aa rahi hoo to us time app market say exit hona zarori hai ta k app kisi bhe baray nuksaan say bauch sagain
            • #7 Collapse

              News ki importance se inner nhen keya ja sakta is leay main to jeb bhi trade lagata hon us se phly fundamental analysis lazmi kerta hon aor ager koi big news chal rhi to to usky guzerny is wait kerta hon us waqt tak jeb tek news ka effect finish nhen to jata.
              • #8 Collapse

                Assalam alaikum bhai forex main sab important factor hai he markete us lya jab bhe ham trade lagain tu ham ko chaya ka market ka related sari information ho aur yai information hamain news sa milti han kiun ka jitni bhe currencies han un ka news sa pta chal jata hai ka opar ja rahe hai ya necha us lya news ka bahut role hai forex trading main
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading mein news ka bohot hi ziada importance hey aur men samjhta hun keh jab tak aap fundamental analysis ko achi trha se follow nahin kartey hein to aap kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hain aur yeh bohot hi ziada compulsory hey apke liye.
                  https://t.me/pump_upp

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X