Trading me greed se zeyada trading me jaldbazi ki waja se loss ho jata hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me greed se zeyada trading me jaldbazi ki waja se loss ho jata hay
    traders ne ye expernice to hasil kia hi ho ga key greed se etna zeyda loss nahi hota zeyda loss hamesha hamy esy trades se ho jata hay jes ko ham ne jald bazi me open key ho, jo trades ham ne bahot soch samaj kar aur market ko analysis kar key kia ho to esi trades me agar ham greed karty be hey to etna zeyda loss nahi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear member of course Aapke Baat Hai gri Karta Hoon dear members Hume Forex trading mein wait karna chahiye jaldbazi nahi karni chahiye Agar Hum Apni trade score manage kar le stop loss and take profit analysis ke baad Lagaye To Hum jaldbazi se se bhej sakte hain trading me emotional control Bebo zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      asal mei jaldbazi trading ka naam usko detay hain jo bagair dekhey samjhay bas software open kartay he trade le liye jay aur agar kabhi technical ko dekha bhi jay to bas deeply nahe aur trade lenay ki jaldi ye step aap ko loss ki janib le jata hay hamesha apnay analysis ko prefer den strong rakhain update rakhain ussi kay mutabik enter hon...

      اب آن لائن

      Working...
      X