Daily high impact news ko daikhna chaheay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily high impact news ko daikhna chaheay?
    Dosto ap k khayal main jo economic calender pay high impact news ati hain unko daikhna chaheay ya nai me nay suna ha high impact news ka forex ki market pay bahut gehra asar hota ha.
    Share your opinion
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan ap nay kaha tou sahi kay bht ziada impact hotaa hy lakin yeh merket ki aik simat ka tayaan nhi karty al bata kuch news aisi hein jo aik simat ka tayaan karti hy aur woh simat poraa haftaa yah phir poraa mahinaa v jaari reh sakti hy misaal kay torr parr usd ki news mein sb sy ziadaa jo ehaam kirdaar hota hy woh GDP aur FOMC ka hotaa hy ic ka asaar derr tak rehtaa hy
    • #3 Collapse

      High impact news ka market ki movement main ahim role hay is leay trade lagany se phly in news per zaroor tawajha deni chaey jo trader fundamental analysis nhen kerty aor sirf technical analysis ker key trade laga dety hain unko aksar loss is samna kerna perta hey.
      • #4 Collapse

        Assalam o Alaikum, Bhai mery khyal sy routine bna lyni chahye k rozana subha uth k jb b trading ki trf aaen to analysis sy pehly us pory din ki news dekh len hm..ta k ksi b pair pe trade krny sy pehly hmen undaza ho k konsy pair pe kon c news hy ar us k mutabiq hm trading kren
        • #5 Collapse

          yes bhae ap ko our traders ko us maen phelay to weekly base pay sites say high impact news ko diekh lain our pher yad na rahaen to daily base pay bhe news wali site ko visit kar lain ta k app ki koi news mis nah ho our us time app ki koi bhe trade open nahe honi chhay koin k high impact news app k account ko bara loss day sagti hai ya account wash ho sagta hae
          • #6 Collapse

            G ap nay bilokol kaha tou sahi kay bht ziada impact hotaa hy lakin yeh merket ki 1 simat ka tayan nhi karty al bata kuch news aisi hein jo aik simat ka tayan karti hai aur woh simat pura haftaa yah phir pura mahina v jari reh sakti hy misaal kay torr parr usd ki news mein sb sy ziadaa jo ehaam kirdaar hota hy woh GDP aur FOMC ka hotaa hy ic ka asaar derr tak rehtaa hy
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • #7 Collapse

              g han esi news par hamari zeyda focus karna chaye jo key high impact market par karti ho acha bonus ham tab hi hasil karny me kamyab ho sakty hey jab es news ka hamy pehly se knowledge ho jaye jes ki waja se market bahot zeyda movement karti ho.
              • #8 Collapse

                yes sure bohat he zyada asar hota hay daily high news ka humey news ka update letay rehna chaiye cause jahan aap kay technical analysis trading kay liye eham hain wo work kartay hain wahan fundamental ka bhi bohat eham role hay aap ignore nahe kar saktay news se update rehnay se aap khud ki trades ko secure kertay ho..
                • #9 Collapse

                  assalamualaikum dear apka qustion buhat hi acha kiya hy hamain daily trading shuro krny sy pehly impact news lazmi dekhni chahye or us par dhayan dena chahye ye technical analysis trading kay liye buhat hi eham hain news par tawajjo na dena loss ka sabab bhi ban sakta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se sehmat hun forex trading main jub hmain trading karni hoti hai tu hmain news ko chek karty rhana chahye or forex main jo nws sub se zeyad asar karti hain khas un ko dehan main rakhna chahye ta k mai trading main koi bhi kisi bhi traha ka koi masla na ho or wo apni trading main achi trah se trading kar skaen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X