Forex trading ki market k sath Zidd bazi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ki market k sath Zidd bazi
    Dear forex forum k members main ap ko aik common cheez batany laga hon jo k her members aisi mistake krta hy k jab ap ko forex trading main trading sy loss ho jata hy to ap loss ko recover kerny k liy ap forex trading ki market k sath zid kr lety ho jo k ap k liy aur ziada loss ka baas banta hy to is liy sabar aur cool mind aur market ki situations ko daikh k trading kia kro aur agar ap ko aik din profit ni aa raha to koi bat ni ap next day trading kr k profit ly sako gy to is liy forex trading ki market k sath zid ka result loss hi ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother ap ki bath theahk hai asa hi hota hai jab huma loss hota hai tu hum apna hosh or hawas koh bahtta hain or jis ki waja s hum trading mai jahng suru kr data hain or loss recover krna ka chakar mai bar bar oper necha trade lagata hain jis waja s hamara loss bara ho jata hai or hum metaly diaturb ho jata hain krna asa chaya jab ap ko loss ho tu ap wait karain apna ap ko sakoon mai rakhain or tohri dar ka lia market chor dain ya bus os din or trading na karian lazmi nahi ap ko daily profit ho ap dosra din fresh mind s market mai enter hon first of first ap apna loss recover karain phr os ka bad profit ka sochain
    • #3 Collapse

      Sir g ap ny acha shain kiya hy is bat ko k zid hamesha loss ka bais he banti hy aur humein khas tor per markit sy to zid ni karni chahiye kiyon k forex sy zid ka natija sirf loss hy ap kabhi recovery ni kar sagty to is liye cool mind aur bardasht k sath apny loss ko recover karny ki koshish karein
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        Expert traders ka kehna hai ky agar aapko teen consecutive trades main profit hota hai to us kay baad trading bas kar deni chahey aur agar aapko teen consecutive trades main loss b bota hai to us kay bad trading stop karni chahey. Trading usi wakat tak karni chahey jab aap feel kar rahy hon kay aap ko sab kuch samjh aa rah hai. Aur phir ye lazmi khyaal karen kay aap Overtrading bilkul bhe na karen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Han g ap ny sahi kaha hai lekin agar loss recover hi na ho to phir account wash hona hi behtar hai or me b aisa hi karta hu zeyada loss ho jaye to bari trade lgata hu ya loss recover ho jaye ga ya account wash ho jaye ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X