Kbi bhi forex ko asan na smjhein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbi bhi forex ko asan na smjhein
    Koi bhi online business ho us ka tough hona zarori hota hai koun ke us ki movement ko smjh kafi mushkil hota hai agr tu apko mehnat aur sekhny se koi pershani nai hai tu ap is mian ba asani kamyabi hasil kar skte hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ny sahi kaha hy koi bhi online business hy us ka tuf hona bohut zarori hy lekin forex trading per agar practice ki jaye to ye tuf ni hy ye bohut he ziyada online profitable business hy aur real bhi hy all new trader k liye kafi tuf hy lekin jesy jesy trader senior hota jata hy esi stregitis samny ati hein jo profit he profit deti hein
    Removed by moderator.
    • #3 Collapse

      han bhai sahih kaha forex ko kabhi bhi Asaan na leya jaye agar hum ne aisa kya to hame na to forex ka experince hasil hoga or na he hame koi profit aai ga is lye hame forex ko risk samjh kar he kam krna chahiye serious hoke take hum ainda apni stratgy me succesful ho paye
      Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
      • #4 Collapse

        g han dear ap kI bat thk hy ke forex trading koi easy work ni bulkey ye aik bahut hi hard aur risky business hy ,forex se paisa kamana koi asan ni bulkey bahut mushkil hy,forex main bady expert bh loss kha jaty hn ,market movement simetime unpredictable ho jaty hy,is liy forex ko easy ni laina chay
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Start mai aa kar sab log jab demo par kaam karty hain to yehi samjhty hain kay forex bht easy hai aur demo main bari amount kay sath kam kar k bari lots use kar kay asani sy profit kamaty hain. Magar jab real par aaty hain to usi tarha usko asaan samjh kar kaam karty hain aur phir loss uthaaty hain.
          • #6 Collapse

            Forex trading main trading krrny k liy hard work bahut lazmi hy kio k yeh aik online business hy to is main yeh bi zaroori hy k ap computer ko bi janty hon aur thori bahut English bi ap janty ho aur is k bad finally ap ko chahiy k ap forex trading k her us tool aur her us asoll ko bi jan lo jo k forex trading main trading k doran un sy wasta prta ho to tab ap forex trading main kamyab ho sako gy
            • #7 Collapse

              Koi bhi business hum jab strt katre hay tou choro main humain problem hoti hay is ko samjhne k liay isi tarha forex tarading business bhi aik tough busines hay aur start main humae kafi mushkil bhi lagta hay lekin jese jese hum is main time spend karte hay humare liay easy ho jata haybis ko samjhna har kam ko samjhne mai kuch time lagta hay
              • #8 Collapse

                jo bi is buisness main new atay hai un ko yahi lagta ha kay forex trading buhat asan business ha kue kay un kay pas trading ka koyi khas knowledge nahi hota is liya un ko ya pata hona chaiya kay trading kay business ko karnay kay liya demo account mian trading kay sat sat or bi kafi kuch learn kerna parta ha jis ki madad say wo apni trading ko bahter bana sakty hai or loss say bach sakty hai
                • #9 Collapse

                  Karobar koi bi hai shro ma profit lana bout muskil hota hai asat asat line thek hoti hai is liya forex ko koi bi asan na samjay is ma tu bout barh trader account wash ker lata hai 100 dollar k kya kya account trade choti use ker only trade
                  • #10 Collapse

                    g bhai jan yeh bt ap nay badi zbardast ki hy kay hmein forex ko kbhi bhi asaan nhi smjhna chahye forex aik acha platform hy aur choo kay yeh benal aqwami hy ic liye yeh aur bhi pacheeda hy hmein forex mein soch samjh kar qadam uthaana htoa hy aik choti si ghlti bhi hmara sab sy bada nuqsaan ka sbab bn sakti hy hmein her pehloo mein ehtyaat ki zarort hoti hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Bhai forex aasan bhe hai aur bahut mushkil bhe ya ap pai depend krta hai ka ap us ko kis trah sa use krta han yai ak online business hai jis ko join krna sa phala ham ko us ka bara main complete knowledge jona chaya aur kise acha sa tutor sa hamain daily seekhna chaya agr tu ap forex ko seekh kr kran ga tu yai ap ka lya itna muahkil nea hai aur agr bagair knowledge aur experience ka krta han tu ya ap ko bahut mushkil laga ga kiun jab ap ko us ka bara main kuch pta he nea ho ga tu ap trade kaise lagain ga post ka reply kaisa dan ga us lya ya ap pa depend krta hai ka us ko mushkil samjhan ya aasan

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X