Loss ho to trading mat choro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ho to trading mat choro
    Members kafi traders aty hein jo kuch waqt kam karty hein aur phir loss hony ki wja sy trading ko chor dety hein esa ni karna chahiye ary jub ap ko experience ni tha tub ap trad kar rahy thy lekin ab experience a raha hy to trading chor rahy ho yar jub ek trader ko trading mein loss aye to usy isi loss ko apny liye ek chalang bna lena chahiye kiyon k ap ka jo money jata hy wo koi hram ka ni hy usy to kam sy kam wapas lo trading choro mat time k sath trading mein experience hota hy aur time k sath trading mein unlimited profit bhi hota hy
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere khayal mein loss to har business ka aik part hota hey aur hamen chaiye keh apne loss se hi learn karen kioun keh forex aik aisa business he keh jis se aap apne hi los se ziada se ziada learning kartey hein aur phir jab aap apni mistakes ko improve kartey hein to ziada kamiyab hotey hein
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum....loss to har business ka ak hissa hota hy loss ka pta ni chalta ye kabi be ho sakta hy lakin is ka yee matlb ni hy k ap us kam ko e karna chood dy agr ap trading kar rahey hain or ap ko loss ho gia hy to ap gabraiye nai balkey patience sy kam ly or apni un mistakes ko read kary jin ki waja sy ap ko loss hua hy and next un mistakes ko repeate mt karey or khastor py trading karna mt chodey
      • #4 Collapse

        belkul hame forex trading ko ek challange samjh kr he tradeing karni chahe ya hum task samjh kr bhe trading kare apne thek kaha ke lose ho par hame trading mat shorni he balke hosla buland karke or trading karni he or galitiyo se sabak sekhna he take aainda lose na ho.
        Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
        • #5 Collapse

          Agar aap ney trading start ki aur apko 3 din ya 4 din lagataar loss ka samna karna para to aap us ko aise na karen kay bilkul siry sy trading he chor dain. Aap aik din ya do din market sy out rahin aur bina kise pressure kay trading start karen. Agar aap markeet sy out rehty hain to phir us wkt market ko kise b tension k baghair watch karen to apko behtar idea market ka hoga.
          • #6 Collapse

            Dear ap thek keh rahe ho forex mai trading karte waqt ap ko loss b hota hai profit b hota hai par es ka ye mtlb nhnhai k ap loss ki waja se apni trading ko chor kar side pe ho jao ap ko mehnat karni hai aur ap wase he es business mai kam kar k behtreen earning kar skte ho lehaza ap ko mehnat karni hai aur ap achaearn kar skte ho...
            • #7 Collapse

              Daikho g forex trading k business main loss bi hy aur profit bi aur loss jis cheez sy hota hy wo bi betaya gia hy aur jis cheez sy profit hota hy wo bi clear betaya gia hy to jo log loss ki waja sy forex trading ko chhor dety hain to unko main yehi kahoo ga k ap aik dafa forex trading ka mokamml knowledge aur experience hasil kr k trading kr k to daikho ap ko kbi bi loss ni ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex trading ki market main ap ney jab eak trade ko enter kar diya to apko chahiye usi time us trade ka take profit and stop loss set kar dein aor bar bar us trade ko open kar kay mat dekhein aor na he loss main apni trade ko kabhi close karen.

                اب آن لائن

                Working...
                X