Good indicators to make a better trading decision

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saood12
    dear bro me smjhta ho indicator bht hai unlimited hai is par hum jo chahay indicator use kr ke acha profit hasil kr skte hai and me is par indicators ziada use krta ho or zaida profit bhi kamata ho...........
    mery khyal mien sirf indicator ki base per trading nahe ki ja sakti keon indicator market key hisab sey chalty he market indicator key hisab sey nahe chalti.chahy app indicator sey trade kero ya kisi or tra app ko learning kerni chayee.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      forex trading mai hum indicators b use kar sakte hai indicators say hum risk free hokar b trading kar sakte hai is mai aik trick hoti hai jisay agr hum markets ko watch karne k liye apply karte hai us surat mai hum without loss k much profit earn kar sakte hai is mai moving average and rsi sab say best indicators hai
      • #153 Collapse

        kuch asay indicators hain jo k bohat hi profitable hai.baz oqat indicators sath nahi detay q k hum ko unka thek se use nahi karna ata behtar yehe hota hai k apne analysis kiye jayn aur un par acha work kiya jay.
        • #154 Collapse

          Yes of course that we are use the good indicators abdcwe are able to find out the market trend and good working.
          • #155 Collapse

            techinical analysis mi indicators ka use kerna bohat eh ham ha is busienss mi likin ye bhi ha ke agra koi person indicators ke bajay fully price action ki tarf tawaja dy and her tarde isi ke mutabiq lagay tu mery khiyal se ye kisi bhi indicator se ziyada better result dy sakta ha .
            • #156 Collapse

              nhi bhai jan forex trading se agr ap ko bht zada earning krni hai to apko is k liay bht bra risk b lena hoga kiun k business mn risk liay bagaair koi b kamyaab nhi hota hai
              • #157 Collapse

                Indicators trading mein humari bohot help kartay hain, agar indicators ko correctly use kiya jaye to loss ky chances bohot kam hotay hain lekin bohot ziyada indicators use karnay se trader confuse ho sakta ha, is liye 2 ya 3 achay indicators at a time use karnay chahiye.
                • #158 Collapse

                  Forex trading mai apko bohat sary indicators use hoty hy jo jin mai sai bohat sary indicator acha hoty hy jo apko acha profit ke tarf lekar jaty hy apko unko market ke tarf lekar jana hota hy
                  • #159 Collapse

                    g ahn forex trading apko koi bhi ek indicator nahi theek bata sakta is mein apko indicators ke different combination bana kar is mien us ekarne hote hian wo hi apko sahi bata sakte hain.
                    • #160 Collapse

                      agr hum indicators ko use kar kay kam karty hain to humain trade main achi earning hasil ho gi demo ko use kar kay practice kar kay hard work say kam karn aho ga k loss km ho
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #161 Collapse

                        humain indicators say help lay kar kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay humain demo ko use karna ho ga ta kay humain loss km ho humain is main fiasla lyna hota hay
                        • #162 Collapse

                          forex trading me indicator boht ziada ehmiyat rakhty hain q k ye indicators ko trading signal dy rahy haoty hain k k market kis trf ja rahy ha or ap apna trade ko buy karain ya sell..
                          • #163 Collapse

                            Gee han agar indicators achy hon tou aesa ho sakta hai ky apko trade decide kerny main help mil sakti hai but actually indicators bhi correct nehi hoty agar ap in indicators ko follow ker ky bhi agar trading main loss kerty hain tou aesa kerna chahiay ky khud sy trade kerni chahiay tab agar loss bhi ho tou preshani nehi hoti
                            • #164 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                              Gee han agar indicators achy hon tou aesa ho sakta hai ky apko trade decide kerny main help mil sakti hai but actually indicators bhi correct nehi hoty agar ap in indicators ko follow ker ky bhi agar trading main loss kerty hain tou aesa kerna chahiay ky khud sy trade kerni chahiay tab agar loss bhi ho tou preshani nehi hoti
                              ge bhai indicators se hmein market ke trend ka sahih pta chlta he aur hmein lazme he keh hm forex trading mein technical indicators ko ache trah se smjhien aur in mein acha experience ka hona hmein apne trading mein fiada deta he aur hmein apne trading mein jb market ke sahih movement ka pta chl jata he to hm apne trading mein acha profit asane se hasil kr lete hien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                indicatre loss zead dylatyyh y un pr ham ko nai rhna chiya ham ko trading khod krni chiya indicater jaty jty dhoka dy jay hy kuch indicater hi hy jo ham ko sahi sy signal dy rhy hoty hy pr ha ko agr acha trader bnna hy to phr ahm ko apna experience bnana prta hy tab ha kamyab trader ban sagty hy our ham bhbota cha khasa profit ly sagty hy arket sy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X