Kya forex trading mein risk lena chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex trading mein risk lena chahiye
    Dear forex traders main ap sy pochna chahta hon k forex kis noyat ka risk lena chahiye aor knsa risk nai lena chahiye....Mery kheyal mein kuch traders baghair market ko dekhy aanalysis kiye baghair big risk ly lety hain maraket ko dekhy baghair hamen risk nai lena chahiye....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother Forex trading main risk Ka bara Amal dakhal hai baiz dafa yeh risk faiday Ka hota hai but aksar auqaat nuksan Ka sabab ban jata hai es k Liay hamain her mumkin koshish krni chiay k hum risk free trading karain jis k Liay zrori hai k hum management k Sath chalian aur agr kahin zrorat parh hi jay risk lanay ki tou margin Rakh k risk lain
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum g dear forex mein ham ko risk lyna parta hai aur her halat mein lyna parta hai beshak AP Jo merzi Kar Lyn risk factor hamesha rehta hai ku keh forex aik risky business hai...Han ap achi tarha learn Karan uska bad AP achi tarha analysis Karan aur loss Kam SA Kam ho tub trade lagayn aur beshak Thora profit ly Lyn but ziada ka chakar mein loss na karayn...
      • #4 Collapse

        dear agar to aap forex k start main hain aur apk pass propper knowledge nai hay to apko aisa karna to kia sochna bhi nai chaye forex aik aisa business hay jis main barray barray trders ko pata nai chalta k unhain lose q hua hay ju achanak markeet apna trend change karti hay to bahut say experts ko bhi lose ho jata hay isi liye apko kuch time forex main guzarnay k baad he aisa sochna apk liye best hay.
        • #5 Collapse

          Dear Forex Trading main wese to bohat zyda risk lene se humain lazmi tor pe avoid karna chiye ku ke bohat zaruri ha hamare lie ke hum Forex ki market main thora bohat to humain thora bohat to risk lene chaiye ta ke humain kuch profit ho ske Forex ki market se but bohat zyda risk lena sahi nae ha Forex main thora boht thik ha.
          • #6 Collapse

            FOrex trading aik bht bara riski kam ha magar main yeh kahn ga keh forex trading main risk 2 traha ka hota ha aik blind risk aur aik known risk. Blind risk jis main apko kuch pata ni hota aur ap risk la laity hain yeh ghalt ho ga aur aisa risk jo apko confirm ho keh apki favor main jay ga woh ho ga known risk aur yeh risk laina chahye. Thanks dear members
            • #7 Collapse

              Daikho g forex trading main risk kem sy km lena chahiy jitna ziada mumkin ho ap km risk lo aur kabi bi trading without annaylsis ni kro aur ziada profit k chakar main bi par k ziada beri lot bi ni lagani chahiy istra ap k trading account ko margin call ka andesha ho sakta hy
              • #8 Collapse

                Dear ais market mai risk to ap ko lena hi parta hai kun k agar ap ais market mai risk ni ley gay to ap ko ais mai trade lagany mai masla aye ga kun k ap jo bhi ais mai trade lagaty hai to ap ko ais mai risk lena parta hai ais liay agar ap ne ais mai kaam karna hai to ap ko chaye k ais mai risk thora ley ta k ap ka account bhi safe rahy aor ap ais mai slow slow kaam karty rahy.
                • #9 Collapse

                  Business koi bhi us main risk to zaroor hota hy or forex ak bht risky business hy is main risk bht hy lekin achi trade k lie humain risk lena parta hy risk ki noyat app k uper depend krti hy k app kitna risk bardasht kr saktay hain is lie risk depends on you in forex but risk k bgair earning namumkin hy earning krni hy to risk to lena paray ga
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main risk liay bager hum trading kar hi nai sakte kiu k trading hay hi aik riski business lekin humain zada risk kabhi bhi nai lena cahiay aur analysis kiay bina trade karni hi nai cahiy jo log analysia k bina trade karte hay wo boht risk lete hay jo k humare liay loss ka sabab banta hay
                    • #11 Collapse

                      Dear member asa ha k forex trading ki different situation k tahat kabhi asa time ata ha k amjh nahi ati k market ka trend kai ha but trader risk laty hain kbhi to risk profit de jata or kbhi risk loss bs kuch asa hi chalta ha kisi ki luck na sath diya to kisi ki unluckely loss ho gya .
                      • #12 Collapse

                        forex trading main risk ak mtlab hai khtra or forex trading aik aysa business hai jo k pory ka pora risky hai es liye es amin risk lena he hota hai or nat yah hoti hai k hum kitna risk afford kar skty hain otna he lena chahye q k jub ap bara risk ly lety hain tu es se apko he loss hota hai or apko zeyda risk main apni trading capibility ko bhi dehan main rkahna hota hai or kbhi bhi apni hemat se zeyda ka risk nahi lena chahye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex trading main risk leni ke app logo ko koye zaorrat nahe hain app logo ko chaye k forex trading main dill k bajaye app logo ko apna maind use karna chaye pir app ko is main acha profit mil saktha hian . or agar app risk par is main kaam karo tu app ko is main lose ka samna ho sakth hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X