Forex main laptop ke faidy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main laptop ke faidy
    ASLAMUALEKUM dosto ap janty hain aj kal forum mobile py acha open nahe ho raha bohat kam browser hain jo theek open kar rahe hain iss lea agar ap laptop se posting karen ga to ap bohat jald bhe kar lain ga aur dosra website open bhe theek ho ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein laptop ka hona bohot hi ziada zaruri hey balkeh mein samjhta hun keh cmpulsary hey aur iske baghair hum achi forex nahin kar saktey hain iska yeh faida hota hey keh hum jahan bhi bethey hon forex ko asani ke sath kar saktey hain aur is se hum computer se ziada easy feel kartey hein
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      g hn dosto aj kl bht sy log khe rhy hy k mobile py forex sai sy km ni kr rha to un logo ko chy k mobile ka pecha chor k laptop py work kr skty hy kiun laptop k bi bht sy faidy hy es ap asani sy posting kr ly gy or positng zroori ni hy k ap aik he jga py bheth k kry bilkay ap loptop ko khe b ly k ja skty hy kiun ye knsa computer jo aik he jga py rkh skty hy or whi py posting or whi py trading to ye ap k ly kafi acha opetion ho skta hy khas tor py wo logo k ly jo mobile py trading krty hy ya mobile py posting krty or ye computer walo ko b faida dy skty hy
      • #4 Collapse

        Aslam o alikum dosto ab tak Mujhe kuch issue nahi aya hai pak-forex-fourm key hawaly say mein phone pa use karta ho. Google Chrome ka istamal karta ho desktop site ka option use karta ho Koi issue nahi aya ab tak
        • #5 Collapse

          Dear agar ap k pass pexperience hay aor mobile use karna achiii traha janty hain to ap mobile py bhe poating kar sakty hain features k bary mein pata hona hona chahiye jo mobile k features use karna janty hain wo mobile py bhe acha kam kar sakty aor dosriii bat laptop py posting asaniii sy ki ja saktiii hain q k laptop py typing asaniii sy hi jatiii hay aor kam waqat mein posts ki target achieve kiya ja sakta hay
          • #6 Collapse

            g han jnab ap ki baat sahi h, aksar mobile m website sahi treeqay se open nahi huti he aur type krne m bee mushkal ati h jis waja se posting sahi treqay se nhi hu pati is lye hame zyada working laptop ya computer se hi working krni chahye ta k ham apna kaam mkaam toor par darust aur fast kr ley aur hamara time bee bach jye aur ap dekhy gey k computer se ap mobile ki nisbat zyada tez typing kr k jald postin krey gey is liye m bee computer ka hi use krta hu jis se posting m tez ho jati he aur time bhee bach jata h
            • #7 Collapse

              dear mai tu mobile pe trading karna pasand karta hon aur muje yehi pasand hai ap jab es business ko seekh aur smjh k karo gy tu no doubt ap boht he behtreen kam kar lo gy aur acha earn b kar lo gy lehaza ap ko faida tab he hasil ho ga jab ap aapni life ko enjoy karo gy aur acha reward hasil karne ki tarf jao gy lehaza ap mehant karo....
              • #8 Collapse

                yea baat toa thek hai mehnat ka hi sila milta hai lekin forex trading main sabar bhi zarori hai is sy aap loos kaam karoge or profite zada kyo k fast trading main sirf loos hi hota hai kaam aap lap top pe kareen ya mobile pe ye toa apni apni saholat ki baat hai.
                • #9 Collapse

                  G dear forex trading ka business laptop p bahut ziada kamyabi sy ho sakta hy jab k mobile p ziada trading kamyab ni hoti kio k kuch aisi cheezain hain jo k ap mobile p trading kro gy to ap ko udr support ni karaingi jab k laptop p wo sari activities aasani sy ki ja sakti hy to mery khial main forex trading main agar apny permanent forex trading ko kerna hy to ap ko chahiy k ap forex trading laptop p hi kro
                  • #10 Collapse

                    Laptop aur mobile zaida asan hai koun ko in ko carry Karna asan hota hai aur is ka istamal bhi computer ki nisbat asan hai is ley jb bhi trading karen tu is per karen koun ke is per option zaida hoty hein aur trading zaida bhtr hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Walaikum Assalam Bhai market mein beta trading ke liye aapke paas achha instrument hona chahiye first internet hona chahiye big screen pe market ka chart beta raur ke samajh sakte hain Hum candlestick patterns indicator ko reply karna asaan ho jata hai market Mein indicators oscillators use karna Bhi Ek achi strategy hai market fundamentals or technical understand karna bhi zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        G Bhai me apki bat SA agree karta Hun abhi kafi issue AA rahe website Sahi open ni hota ..I think kuch browser Han jahan Sahi open ho rahi hai aur sahi chal rahi hai ..but AJ Kal mobile mein kafi issue hai sub SA acha yahi hai keh AP laptop pa ya computer parts use Karan aik to wahan pura page open ho ga aur wahan AP post bhi jaldi Kar Lyn gy aur wahan easy hai post karna bhi...
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Walikum Asslam dear, Laptop ka fida islye hai ku ke is main screen bari hoti hai mobile main choti hoti hai to hamare liye to mushkil ho jata hia is tra se mange karan or agr hum laptop ko use karte hain to speed bi mar skte hain or jaldi kam ko handle kar skte hai jo ke bohat acha hai or hamara time bi save ho jata hia learning bi ho jati hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X