pin bar stragety just strong support and resistance par hi chalti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pin bar stragety just strong support and resistance par hi chalti ha
    dear kuch aisay traders hotay hain kay un ko jaha par pinbar milti ha wo entry lay laity hain me un ko kehna chahta hoo hum har pin baar par entry nehi lay saktay pinbar bazzokat market rejectiin par b ban jati ha ap ko chahiey jub b pin bar milay to phr os ko previous price action par ja kar check kar lay kaya yeh pinbar strong support and resistance par bani ha kay mehi koi b supoort and reistance jitni bar touch kar kay move karay gi un par bannay wali pin baar 80% tak profit deti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Great Mushtaq bhai apne bohot hi achi info share ki hey aur pin bar kabhi bhi ban sakti hey kisi time bhi ban sakti he lekin hamen previous support and resistance ko dekh kar hi pinbar ko confirm karna chahiye tab hi hum achi trade le saktey hein warna market mein fake pinbars bhi bohot sari bani hoti hey aur woh hamen loss de sakti hey.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Friend ap ny sahe kaha hy pin bar candle forex trading ma bohat mashoor hy lakin pin bar pa trade sirf usi soorat ma open karni chaye jb ye support ya resistance pa ban rahe ho is ka alwa pin bar kabi kabi farmiyan b ban jati hy lakin us pa trade open nai ke jati support and resistance pa bin bar dekh kar trade open karny ka bad hamen pgi b SL ostamal karna chaye kiun k pin bar ka ye matb b nai k market 100% reverse hony wali hy
      • #4 Collapse

        Aik bht he achi malomaat apne di hai bahi. Mane kafi experienced traders ko dekha hai kay wo just pinbaar strategy par kaam karty hain magar jis jagha bhe wo pin bar dekhty hain usi jagha wo apni trade open kar lety hain. Magar aisa nahe karna chahey aur aap waali baat ko zehan ma lazmi rakhna chahy k sirf aur sirf pin bar support ya resistance par he valid samjhi jaay.
        • #5 Collapse

          Forex trading main pin bar strategy bahut famous hai Forex trading mai strong support strong resistance pin bar Ban Jati Hai usko follow karna chahiye candlestick pattern Japanese candlestick pattern ko Forex trading mai bahut important hasal hai market Mein bullish pin bar aur bearish pin bar ka usage trading mein Pata hona chahiye
          • #6 Collapse

            Main ne bi ye bohat bar note kiya hia ke sir jo Pin bar strategy hai ye just strong support or resistance pe hi kam karti hai otherwise ye bohat dangerous bi ho sakta hai hamare iiye km trade lga de or wait karan start kar dain sl ke bagair to is se humain bohat zayda loss bi ho sakta hai or ye bohat zaruri hia ke hum zyada se zayda avoid karain is se.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Chahay aap pin bar pe trade len ya best shooting star mei top resistance side behtr hota hay ya aap resistance aur support kay zone area mei rahain ya phr break out kay fan ban jao jo log SR kay area kay andar b trade kartay hain success rehtay hain but aap pin bar ya shooting star ko b saath rakhogay unko reject nai kar saktay kisi surat
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE

              اب آن لائن

              Working...
              X