If u want success be informed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    If u want success be informed
    Forex trading 24 hours ik global Markeet a jis pr different economical, political aur geogrphy halat asar andaz hoty hain .kafi tadad m online news, magazine aur newspaper ap ko informed rakh skty hain k trade pr Kia effects Ha skty hain is liey trade m enter hony se Pely in Ke lazmi study kary q kINFORMTION IS WEALTH
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear hamen forex k motaliq fundamental analysis krne bahot hi zaruri hote hain q k fundamental analysis hamare liye bahot ahm hote hain kabhi kabhi hamare technical analysis fail ho jate hain isliye hamen fundamental analysis krna bahot zaruri hota hai isliye hamen serious ho kr fundamental analysis krna bahot zaruri hota hai
    • #3 Collapse

      Han g 24hours market chalney ke wajha say jis wakt aap trading nahi kar rahy hoty hain us wakat aapko aise cheezin jo kay ap ki ghair majoodgi main hote hain un ko catchup karna parhta hai. Maslan agar aap raat ko soo gy hain aur raat ko koi news aai ya koi bhe development hui to apko us baat ka khyaal rakhna hai kay ye kis wajha sy market value main change aai hai. Kun kay kuch news just for short time hoti hain lekin kuch news long term main affect karti hain lehaza unko dekhna aur follow karna must hai.
      • #4 Collapse

        G han g hummy forex k bary ma fundamental analysis krna bohat hi zarori hy zada tar traders news market ki movement ko bohat analysis krty hy q k is sy hi market ki simmat ka pata chalta hy
        • #5 Collapse

          Bhai ap ny bilkul sahe information di hy k forex mein knowledge k zaray ap buhat kuch kamaa sakty hain aur agar apko knowledge nai hy tu apko loss ho ga aur forex trading mein experience bhe buaht ziada matter karta hy jis ke wajha sy apko pata chalta hy k market ka kia behave chal raha hy aur esi sy ap gain karty hain
          • #6 Collapse

            Ap ki bat ay agree karta hon hamen news ka kheyal rakhna zaroriii hay jab tak news ki dekh kar na trading ki jay ap kamyab nai ho sakty q k news ka market ka bara asar hota hay is liye news ko dekhna bahut zarorii hay... News py trading kar k bhe hum acha bounus hasil kar sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              waqai apne bilkul sahi bat ki hey aur mein samjhta hun keh forex business ke sath sath hamen purey world ki information bhi milti rehti hey aur forex business se hum purey world ke news dekhtey hein aur hamen chahiye keh hum news ko follow karen to hum aik behtreen traders mein shumar ho saktey hain.
              https://t.me/pump_upp

              اب آن لائن

              Working...
              X