What is best scalping ya regular trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is best scalping ya regular trading?
    Assalam o alaikum friends.kuch log scalping ko prefer krty haen but kuch log proper trading ko acha smjhty haen ap es bary mein kiua kehna chaho ge.
    Mery khayal se hr bndy jis field mein kamyab ha wo hi us k lye best ha jo log scalping krty haen aur lafi arsy se kr rahy haen un k pass koi na koi tu aisi strategy ho ge jis se wo profit kama rahy hn ge.but scalping ka ye ha k 1 tu ap ko sara din online rehna perhta ha aur us mein delay wali bt ni ha.agr zra sa delaye hwa tu ap ka account gya aur us me account balance bhi bht chaye hota ha.
    jb k proper trading me aisa ni ha es me ap ko account balance kem bhi chal jata ha.q k es mein ap ne ziada trading ni krni hoti.aur time bhi kem daina hota ha.trade lagai tp sl lagaya phr befkr ho jao khud hi koi na koi faisla ho jye ga mtlb tention kem ha es mein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jahan tak mera khayl hai to hamen regular hi trading krni chahiye q k regular trading hamare liye bahot hi best hoti hai aur hamen iss men itna risk nhi lena parta hai lekin scallping hamare liye bahot dangerous hoti hai aur ham scalping ki waja se apna kafi sara loss bhi kr bethte hain q k scalping hamare liye bahot nuqsan deh sabit hoti hai
    • #3 Collapse

      G han g scalping bi ak bhtareen tareqa hy kuch log scalping krty hy or kamyab traders hy or kuch ni karty wo bi kamyab hy ya to har ak ka khud pr depend krna hy k unhy suit kya karta hy ya practice kya hy
      • #4 Collapse

        mere khayal mein hamen chahiye keh hum regular trading karen aur jitna ho sakey scalping ko avoid karen q keh scalping mere khayal mein best option nahin he trading keliye agar hum scalping kartey hein to is se hamen loss ziada aur profit kam hi hota hey isliye regular trading hi karni chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Forex trading main agar ap save tradeing karna cahte hay tou is k liay main samjhti hun k humae regular trading karni cahiay scalping nai karni cahiay kiu k scalping karna humare liay khtarnak ho sakti hay scalping main jaha ap ko profit hota hay waha ap ko loss k cahnces bhi boht zada hote hay aur scalping main ap ka account wash bhi hi sakta hay so main regular trading ko prefur karti hun humae regular trading main mehnat karni cahiay
          • #6 Collapse

            Scalping aik kaam karney ka tareeka hai jis par har koi kaam nahi kar sakta hai. Kun kay scalping kay liey kafi zaida apko experiencee ki zarorat hoti hai. Aur jitna chahin aap koshish kr lain tajarby kay bina scalping karna almost impossible hai. Es main bht zaida risk involve hota hai. Lehaza jis had tak ho saky aap scalping ko ijtenaab karen ya jab aap shuru main trading karna start karty hain to us wakat scalping ko zehan sy nikaal dain. Just medium term trading aur long term trading par apna focas rakhen.
            • #7 Collapse

              Daikho g forex trading ka business bahut ziada wasee hy aur jo log short cut k zareey forex trading main ziada profit kamana chahty hain to wo scalping ya istra k koi na koi way use karty hain to main jahan tak best samjhta hon k forex trading main trading k liy sab sy pehly ap ko forex trading ka mokamml knowledge aur experience seekhna chahiy aur bilkul aik proper way sy ap ko forex trading krni chahiy kio k koi bi expert forex trading main us time tak ni ban sakta jab tak wo proper way sy trading ko ni kerta
              • #8 Collapse

                scapling k hisab say agar ham daily k hisab say working karye gay tu haam yaahn say kafi kuch learning karny k lye sekh skty han or is say hamen kafi inforamtion mill jaye gi jab marke ki direction chcange ho gi tu hamen is par mukamal nazar rakhan hoti ha is say hamar kaam asaan ho jata ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Slaam to all forum members... har ksi ki apni apni raye hoti hai mery khyal mein scalping bohat hi confuse krny wali trading hai kabhi profit km kabhi zyada or koi trade loss mein har waqat insan tense rehta hai or sara dhyan har waqat trading mein hi rehta hai is se behter hai ham ek normal sa target set kr k regular trading kren wo best hai achi average mil skti hai at the end of month

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X