Gold mien trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold mien trading
    dosto ager kio new trader aa ker Gold mien trading kerta hai to kya yeh us k lye kesa ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Men to new traders ko kabhi gold pe trading ka mashwara nai doon ga, q k start me itna experience kam hota he aor jesa k apko bhi pata he kk gold bahot fast move krta he isliy new trader ko samajhty lagty lagty uska account wash ho chuka hota he,to new traders ko pehly pehl gold pr trading se gurez krna chahiy, haan jb experience ban jay to zarur gold pr trading kren,
    • #3 Collapse

      mein samjhta hu keh agar aap new hein to apko gold trading se avoid karna chahiye kioun keh gold trading kafi ziada risky hoti hey aur iski movement bhi kafi fast hoti hey isliye yeha apko kafi ziada loss de sakti he mein to yehi mashwara dunga keh gold trading se alwasy avoid hi rehna chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Main samjhti hun k new traders ko kabhi bhi gold par trade nai karni cahiay kiu k ye boht riski pair hay aur is ki movement ko samjhna itna asan nai hota aur is k ilwa is main spread bhi boht zada hota hy jis wajha se is par new trader ko kabhi tradr nai karni cahiay big capital k sath hum gold par trade kar sakte hay aur jo expeart trader hay wo gold par trade karte hay
        • #5 Collapse

          Dosto gold aik trade hy jis ki market bki sb pair sy taz hy ye bht tazi sy upr nechy move krta hy es ki smjh to bry bry trader ko ni ati hy es ly wo gold py trade krny sy phely hazar br sochty hy k kry ya na kry Kiun ye aik bht risky trade hoti hy es ly new trader es ki trade krny ka sochy b na kiun k ho skta hy os ko bra loss ho jy
          • #6 Collapse

            dear friends, new trader k leay gold par trading karna bewakufi hota hay....q kah gold ki movement bahut zayada complicated hoti hay aur es ko samjhnay leay bahut zayada knowledge ki zarurat hoti hay but new traders k pas zayada knowledge nai hota jis ki waja say us ko loss aa jata hay.
            • #7 Collapse

              dekhy gold m movement boht zyada huti h jis ki waja se trader gold ka achi tara pahle analysis krtey hey aur gold kio k risk boht h is lye ap ku gold ki trade sey hosheyaar rehna chahye ta k ap ko gold ki waja se zyada movement hone ki waja se ya tu profit zeyada htua h ya phir zyada loss huta h is lye jab bhee trade krey to gold kaa bahter analysis krey ta k ap zeyada loss se bhee bach jye..
              • #8 Collapse

                Dear mai tu gold pe b trading karta hon aur currencies pe b infact muje jo cheez thek lagti hai mai os mai multi trading karta hon ap ko b chahiye ap pehle basic pairs pe kam karain os k bad phr ap es mai acha earn kar lain gain aur apni life ko b enjoy kar lain gain apni life ko ache se enjoy kar lain gain...
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikum my dear apny tick kaha hai .jo be new member real account mein kam karna chahty hai tu usklye zaroori hai key apny bouns key mutabak trade open karly taky lose hony mein zayda nuksan na ho
                  • #10 Collapse

                    Dosto new trader gold per trade kerny say pehlay itna experience lay lo pher gold k bray main sochna kyunk es ki movement bohat zida hoti hai wesay bhi aj kal gold ki kuch samjh nahi bullish ya berish wesay overall berish hai jabtak week bullish nahi hota do new trader gold ki bajy crency per trade krain agar gold per anlyses hood hain to trade krain no problem but take profit and stop loss k sath.
                    • #11 Collapse

                      assalamu alaikum my dear friend gold main market bahut ABC up and down Hoti Hai Jiski wajah se market ke trend ko dhoondhne bahut Mushkil hota hai isliye aap currency Mein trading karo aapko its maybe achha profit ho sakta hai mark gold Mein log bahut hi jyada hota hai aur Market Bahut pehle se up and down jati hai isliye is not reading karna bahut Eid ki Hota Haia
                      • #12 Collapse

                        Agr koi new trader Gold pe trading karta hia to mare khayal se uski laiye risky ho sakta hai, Gold pe trading kar keliye sab se zaruri hai ke ap ke pas balance acha hona chie agr acha balance ho ga to ap ko zayda nuqsan nae ho ga or Gold pe trading experience len ke bad karian wese ni jab ap ko bohat acha experience ho jaye us ke bad Gold pe trading karian to sab se best hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold mien trading

                          g han bhai jaan agar ap ko as amin gold main hi trading katrni hai tu ap ko dekh bhal kar hi as main tradig karni ho gy tu hi ap as main se earning kar sake gee aor ham ko as main mihnat bhi karna chahiy hai as forex trading main
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold mien trading

                            Agar ap bhai jan gold par trading karte hain to ap is mein success hasil kar skate hain aur apko is mein gold par khayal se trade kare aur trade open karne se pehle market ko analysis kare aur forex hi best hain jis mein ap earning kar skate hain gold to bohat hi risky hain jis mein ap kam karte hain aur is mein ap earn kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold mien trading

                              DEAR ap ki bat se main sihmat ho as main agar ham gold main TRADING kare ge tu ham as main kmayab bi ho sake gee q k as main ham ko GOLD ko movement jald hi samjh lete hain as liy ham ko as main aches e bi kam karni ki kushsh karni chaiy hai as main ham ko dil se bi kam karna chahiy hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X