without analysis independent trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    without analysis independent trading
    dear members without analysis humen independent trading nhi krni chye market ko technical aor fundamental ky combination ky sath sentiment bna ky phr trade leni chye aor market ma management bht zarori hai stoploss take profit set krna bhi zarori hai market ko trend trade krna chue is leay market ka analysis krna first priority honi chye har trader ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap ne hr aik cheez ko bht achi taraha explain kr diya ha.analysis k baghair tu trading krna aisa ha jaisy ankhaen bnd kr k road pe chalna kbi bhi koi gari ap ko takar maar de.hamaen aisa ni krna chaye market ka full analysis krna chaye koi kasar ni chorni chaye.ta k kisi point se hamaen loss na ho.yehi achy trader ki nishani hoti ha k wo market ki chhan been kr k hi market mein dakhil hota ha.
    • #3 Collapse

      g bhai jan ap nay bilkul sahi kaha hm aisay kbhi bhi trede nhikar sktay ager karein gy bhi toh hmein nuqsaan kay ilawaa kuch hasil nahi hog lakin ager hm munafaa kamana chahtay hein toh hmein chahye kay forex ko achay se dekhein uce fundamentaly aur technicaly dono tarah hee hmein tyaar rehna chahye mtlb anlysie karna chahye takeh hm nuqsaan nhi uthyein
      • #4 Collapse

        Brother jab tak aap ko analysis main good skill hasal nahi hoti us waqat tak earning possible nahi hay and without analysis trading tuckey say trading ho gi jess say regular earning possible nahi hay zaida tar loss hi hota hay. es liay humain first practice say proper learning karna ho gi jes say analysis main skill hasal karna ho gi. us kay baad hi regular earning possible hay.
        • #5 Collapse

          Without analysis forex trading karna aesa he hy jesa k bandyvko terna na ata ho and banda pani ma chalang laga dy to hamen chaye k ham kb b koi trafe open karen to us sy pehly achi tarah study karen and entry point ka wait karen aksar log is liye loss karty hen k wo market ke current movement ko dekhty huy trafe open kar lwty hen to market un ka sath nai deti jis ke waja syvloss ho jata hy
          • #6 Collapse

            Forex trading me agar analyse kiy baghair trading krna koi samajhdari ki bat nai he aor na hi dalairi wali bat he, balky ye to khud se apni tabahi k saman akatha krny wali bat he, trading aik sequence me kia jany walabahot zabrdast process he, is process me analysis bahot ahhm factor h jis me kafi points ko deka jata he aor jo in points ko miss krta he uskki trading khasary me hi jati he, anaalysis k baghair independent trading chand din to chal sakti magr permanent aisa na mumkin he,
            • #7 Collapse

              Dear ap ki bat bilkol theak hay hamen market py achi traha analysis kar k trading karnii chahiye agar hum baghair analysis k trading karen gy to loss ho sakta hay is liya analysis bahut zaroriii hay... Market py analysis kar k proper mony management k sath trade open karniii chahiye money management bahut zaroriii hay forex trading mein
              • #8 Collapse

                Without analysis k hummy trading ni krni chahiya q k is tarha loss ho skta hy hummy bohat ahtiyat sy kame krna chahiya q k ya ak mushkil kame hy
                • #9 Collapse

                  G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k humae kabhi bhi without analysis trade open nai karni chahiye is main humara loss ho ga kiu k analysis ki madad se hum market trend ko samjh pate hay aur is k ilawa humae chart read karne main asani ho gi so trade se pehly analysis must kare
                  • #10 Collapse

                    Without analysis trade lagany se loss k chances maximum hoty hain sometimes hum analysis kerty hain phir bhi trade loss main chali jati hay to jo trade ho hi analysis k baghair to woh kaisy profit day sakti hay is leay main apki baat se agree kerta hon humain news and technical fundamental analysis kerna chaey phir trade lagani chaey trade ko mazeed safe kerny k leay TP & SL bhi lagana chaey.
                    • #11 Collapse

                      Is main koe shak nae hamain trading analysis k bgair nae karni chahiye trading say pehly technical aur fundamental analysis dono karny chahiye aur aik acha trader voe hota hai jo analysis karta hai aur us k bad trade karta hai is liye hmesha trading se pehly market achi tara watch krna must hai...
                      • #12 Collapse

                        bagair achay analysis kay trades mumkin he nahe agar bagair judgment kay buy ya sell laga di jay dono loss den gi ya aik dafa profit hoga uskay bad loss he loss ho sakta hay achay analysis se he behtreen trading ki jaati hay aap independent analysis karain jo kay fundamental aur technical dono pe mushtamil ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          bilkul friend mein apki bat se fully agree karta hu aur agar hum is business mein independent trading kartey hein aur achi trha se analysis nahin kartey hein to phir hum is business mein kabhi bhi achi trha se kamiyab nahin ho saktey hain aur hum always is business mein nakam hi hotey hein.
                          https://t.me/pump_upp

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X