british pound ki konsi news ka asaar lambay waqt tak kay liye rehta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    british pound ki konsi news ka asaar lambay waqt tak kay liye rehta hy
    Dosto, aj mein ap logou ko btana chaht houn kay forex mein birtish pound mtlab kay GBP ka asaar konsi khbar parr ziadaa waqt tak kay liye rehta hy mtlab kay saraa mahina ya sara saal - toh sb sy pehly ap ko bataa doun kay aik monetary policy hoti hy jis mein kisi bhi mulk ka central bank yeh faisaala karta hy kay hm nay rawaa sal kitnay note chapnay hein aur kitnay nahi - aur biritish pound parr sb sy ziadaa asaar ice khbaar ka hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap ne achi information di.monetary policy yehi show krti ha na k curancy ktni strong rahy ge monetary policy kisi country ki jitni achi hoti ha utni us country ki currancy strong rehti ha.aur dosri news GDP ki bhi ha kisi country ka gdp jitna acha hoga us ki currency utni strog rahy ge.aur phr jb currancy strong ho tu invester us country mein invest krty haen js se currancy pe bht acha aser perhta ha.
    • #3 Collapse

      Bahi kise bhe mulki ke monetary policy ka asar bht zaida hota hai currency par. Aur ye koi sird pound nahi hai ya phir koi maksoos currency ni hai. Ye har mulk ke currency par lagu hota ha. Es kay elawaa aur bhe kafi news hoti hain jo kay currency par kafi zaida lamby arsy tak apna asar chorti hain. Lehaza enn cheezon ko mind ma rakhna chahey.
      • #4 Collapse

        Re: british pound ki konsi news ka asaar lambay waqt tak kay liye rehta hy

        g ha ap ne buhat achi baat ki hy is polisy ka ap ki crancy par parta hy ye koi bhi pond nahi ho sakta ye maksoos carancy hy ye ap har mulak ki carancy par lagu karta hy is k ilawa buhat sari khabry hoti hy jo apny buhat lamy arsy tak apna asar rakhti hy lehaza wo in ko apny dimaag me asar karny na dy is me hi ap ka faida hy
        • #5 Collapse

          Re: british pound ki konsi news ka asaar lambay waqt tak kay liye rehta hy

          hamain pair ki currency ko use kar k hui hum sucess hon gay aur hamain market main bi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain market main bi news ko dekh k hi hum achy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain sucess ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: british pound ki konsi news ka asaar lambay waqt tak kay liye rehta hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: icfaddi پيغام ديکھيے
            Dosto, aj mein ap logou ko btana chaht houn kay forex mein birtish pound mtlab kay GBP ka asaar konsi khbar parr ziadaa waqt tak kay liye rehta hy mtlab kay saraa mahina ya sara saal - toh sb sy pehly ap ko bataa doun kay aik monetary policy hoti hy jis mein kisi bhi mulk ka central bank yeh faisaala karta hy kay hm nay rawaa sal kitnay note chapnay hein aur kitnay nahi - aur biritish pound parr sb sy ziadaa asaar ice khbaar ka hota hy
            News ka impact to Jo Hota Hai foreign ho jata hai lekin Jab Kisi country ki economy strong ya week hoti hain to vah Kafi time tak aise hi rahte hain agar aap Kisi country ke economy Ko Dekhkar trading karte ho aur usko Samajh Kar kaam karte ho to aap use currency per long time tak profit Hasil kar sakte ho
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: british pound ki konsi news ka asaar lambay waqt tak kay liye rehta hy

              hamain news ko dekh k hi trade karni ho gi aur hamain kisi bi waqt trade kar sakty hain aur hamain kisi bi waqt trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain rules ko mind main rakh k hi hum sucess ho skaty hain aur forum main currency ko use kar k hi trade karni ho gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny k k abil ho sakty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: british pound ki konsi news ka asaar lambay waqt tak kay liye rehta hy

                hamy market ke movemenet ko samj kar kam karna ho gga pheer he hm agy bar skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learnngky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hm is mai agar tuka system s kam kar gy to hamy loss ho jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hai yai aik amm busienss ke nsibat acha busness hain

                اب آن لائن

                Working...
                X