Gold ,oil and bitcoin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ,oil and bitcoin
    Friends jo bhi new log aate hain wo gold oil and bitcoin ki movement ko dekh kr inhi pe trades krne ki koshish krte hain aur apne account ko wash kr dete hain dear baat ye hai k in 3no men kafi ziada spread hota hai aur inki movement bhi kafi tez hoti hai isliye main yahi kahun ga k aap in pe trades na hi kren to aap k liye behtar hai q k aik to hamare account small hote hain aur second ye k hamare pass capital bahot kam hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan ap nay bilkul thk kaha hmein chahye kay forex mein atay hee sirf curency parr hee tawajah dein - forex mein jo sb sy ziada harkat deta hy chahye woh gold oil yah bitcoin hou ya koi bhi curency hou agerr ap nayae hein toh in sb mein pdnay ki koi zaror nahi hy hmein chhaye kay forex ko aik sanjeeda karoobar lein takeh forex mein hmein kisi qisam kay mushkilaat ka smnaa nah karna pday
    • #3 Collapse

      Gold,oil and bitcoin inki movement kafi fast is main profit and loss bhi isi hisab se hota hay jiski aik reason inki maximum spread bhi hay ager in main trade kerni ho to phir phly dollar ka index chek ker lena chaey phir us hisab se trade lagain newbies ko chaey currency and silver se start lain keno keh in main spread kem hota hy jis se immediate lose kem hota hy.
      • #4 Collapse

        G han bhai apki bat thek hai is main be new ate hein wo zada tar gold py kam krye hein kew k gold hume zada profit deta hai lekin is main lose be hai agr hum currencies py kam krte hein tu hume lose ka dar nai hota ur him profit hasil kr sakte hein
        • #5 Collapse

          You all have a very good statement. Jo log new aty hy wo gold oil ko dakhty howy big lots lagna chahty hy achy profit k liya jab k is sy wo nuqsan uthaty hy isliya start ma small lots lagani chahiya or thora profit ly lana chahiya jab take acha experience ni mile jata or ap perofesionaly work karny k qabil ni ho jaty
          • #6 Collapse

            G bhai ap ne thk kaha ziada spread bhi hota ha aur in ka spread vary bhi krta rehta ha kbi kbi tu bht ziada ho jata ha jo k hamara stop loss hit kra daita ha.movement beshak kafi ziada ha q k berhe trader jin k pass bht investment hoti ha wo in pairs pe hi trading krty haen.js ki wja se movement lafi ziada hoti ha but is movement ka faida ni ha na k move krny se phly hmara SL hit ho jye
            • #7 Collapse

              Dear oil aor gold par trading bahut ehteyat sy karniii chahiye q k in ki market mein movement zyada hotiii hay aor new traders k pas zyada tar capital kam hiii hota hay jis waja sy un k account wash ho jaty hain gold aor oil ki market ko achiii traha smjh k trading karnii chahiye tan k loss aor account wash hony sy bacha ja saky specially new trader ko gold aor oil py trading sy avoid karna chahiye
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k jo bhi new trader hay unhe cahiay k wo currancy paires par trade kare oil gold aur bit coine par trade na kare kiu k ye magar pairs hay aur in ki movement bhi boht zada hoti hay is wajhase new traders k liay in pairs par tradr karna riski ho sakta hay aur wo apna loss bhi kar sakte hay
                • #9 Collapse

                  kuch method asaay ha ju hamen zayda speed k sath earning karnay k lye hamri bhat zayada help karty han hamen yahan par gold may or oil may invest karna chiye or bitcoin k ajha kal zayda movement nahi ho rahai ha jis ki waja say hamari yahan sya income zayda speed k sath taiz nahi ho skti ha
                  • #10 Collapse

                    g bhai aap nay sahi kaha hay kay meri tarah jo hbi new traders aatay hay wo seedha oil metals or cryptocurrencies may ghusnay ki koshish kerta hya jin may professionals kay bhi account wash ho jaate hay udher trade kertay hay mera sab ko mashwera hay kay start pairs say lain
                    • #11 Collapse

                      yehi dekha gya mostly new traders Gold aur Oil pe trading start kar letay hain unpe profit karnay ki koshish mei loss kardetay hain because unkay paas achi awareness nahe hoti kay ye big pairs hain risky hain bohat experience chaiye hota hay inpe kaam karnay kay liye phir small account pe Gold trade ki jati hay phr loss afford nahe hota small account pe gold aur oil pe trade nahe karni chaiye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        sahi bat ki hai ap ny k forex mien zayada tar log in 3no cheezo pr trade kerty hien q k in k market mien bhut zayada movement hoti hai jis sy earning k chances bee bhut zayada hoty hien es lye aksar traders in mien kam ker k earning hasil kerny k lye ty kerty hien

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X