Agr ham ko loss ho jata hai to pershan na hon....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr ham ko loss ho jata hai to pershan na hon....
    Assalamualaikum all dear forex member me aj apko yeh kehna chahta Hun keh for example ham ko loss bhi ho jata hai to ham ko pershan NI hona chahya ku keh risky Kam ha loss bhi ho sakta hi aur profit bhi ..bas ham ko apni mehnat jari rakhan hai aur Kam ko KisI Surat NI chorna insha Allah profit bhi mily ga....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear preshan hone se gamara loss recover ni ho sakta hai hamen apna loss revrecor krne k liye mehnat ki zarurat hai aur jab tak ham himnat se kaam ni len le uss waqt tak ham apna loss recover ni kr saken ge isliye hamen mehnat krni chahiye aur bilkul bbhi penic ni hona chahiye tabhi ham apne loss ko recover kr saken ge hamen trading men always sabar se kaam lena hai tabhi ham kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: atif111 پيغام ديکھيے
      Assalamualaikum all dear forex member me aj apko yeh kehna chahta Hun keh for example ham ko loss bhi ho jata hai to ham ko pershan NI hona chahya ku keh risky Kam ha loss bhi ho sakta hi aur profit bhi ..bas ham ko apni mehnat jari rakhan hai aur Kam ko KisI Surat NI chorna insha Allah profit bhi mily ga....
      Ji Bhai aap bilkul theek kar rahe hai agar Hame Warwick readymade karte huye loss Ho Jaye to Hame bhi kabhi bhi tension nahi deni chahiye qk loss trading ka hissa hai aur aisa hota rehta hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        AoA bhai forex ak aisa business hai jis main main ap ko lose bhe ho ga aur profit bhe ya ap pai depend krta hai ka ap ka pas kitna knowledge hai ap markete sa update han ya nea ap jab bhe koi business kran tu lose ko phala samna rakhan aur us sa kabhe bhe prashan na hon kiun ka yai business ka hisa hai
        • #5 Collapse

          g bhai ap theek kah rahe ho loss main pareshan nahe hona chahye loss aur profit to trading ka hisaa hain wo trading he kaya jahan loss na hoon jahn loss hoty hain small losses us account main mjhe yaqeen hai huge profit bhe hoty hoon ga
          • #6 Collapse

            G bilkul agar hummy kiss what Sy loss ho jata Hy to humy parshan Ni hona chahiya or loss ko recover krny k liya or zada mahnat krna chahiya or is sy bi learn kry k akhir Kya galti the Jo loss howa or ainda us galti sy bachy
            • #7 Collapse

              g bhai jan mein ap logou sy kehna chahta houn kay forex mein hmein munafaa aur nuqsaan dono ho sktay hein ic liye hmein zehni torr parr dono kay liye tiyaar rehna chahye - trede sy pehly hmein forex anii chahye aur uc kay bd aik trede plan kay tehat chlein to hmein aik achaa munafaa dekhnay ko milay ga - sath hee sath hmein mony mangment ko bhi sath le karr chalna hota hy
              • #8 Collapse

                Wa alikum slam dear forex trading aik professional business ha jis ma profit or loss dono hoty hn or loss hony ka matlb ye ni hota k hmain amysa loss hi ho ga or Dil bardashta ho k trading chor dain isliay hmain chaiy k loss jis surt ma ho wo galti note krni chaiy PHR us galti ko ktm krna chaiy k dobara trading krty huy hm ye galti na karain or hamara loss na ho
                • #9 Collapse

                  ji bilkul theek kaha apne prif ky sath sath loss bhi hota hai ye nahi ky sirf profit hi hota ho hamain chahiye ky pehle trading ky basics ko smjhain orr iss mai zyada se zayada expereince hasil kren jiss se hamain faida ho issi liye hamain zyada se zyada hardworking hona chahiye orr trading ky analysis ko ache sy smjna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Assalam o alaikum dear forex members.
                    Dear apki bat thk ha loss se ghabrana ni chahye balkeh apko hosly aur tahammal se kam laina chahye. Agr loss ho jay to trading ki speed ko reduce kreb aur apna loss recover kren aur loss se khud ko tens na kren q k ap ki tention ap k account k lia safe ni ha. Thanks dear members
                    • #11 Collapse

                      dear member bikal jahan hamen profit hota hy wahan hum loss ma bhi ja sakty hain laikin preshan honay ki zarurt nahi hy business ma risk to hota hay is liay ap jo b trade open kren soch samjh k karen market ko daikh k jis say ap ko loss honay k chances bahalut hi kam hon gy
                      • #12 Collapse

                        g bilkul aksar okat nuksan bh ho jata hai lekin preshan n ah hona chaye
                        • #13 Collapse

                          Yes brother loss say preshan nahi hona chahayie because loss bhee aik part of business hay and jab tak trader ko loss nahi hota wo earing nahi kar sakta, jab trader ko loss hota hay to wo hard working say learning karta hay us kay baad hi success hasal hoti hay, otherwise every new trader forex trading ko easy leta hay.
                          • #14 Collapse

                            Jis tarah loss trading ka result he isi tarah profit bhi trading hi ka hissa aor result he, magr chonky hmen profit chahiy hota he aor hm isi liy tago do bhi krty hen isliy loss kko minimum krna hmari koshish hoti he, aor isi maqsad k liy hm forex seekhty hen air timee lagaty hen ta k is loss factor ko kam se kam kia jay, phir bhi agar liss ho jay to dil chota mat kren, isko bardasht kren q k ye bhi trading ka hissa he,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear ye tu aik natural fact hai jab b loss ho ga tu pareshni aaye gi aur jab b ap kisi b business mai sirf forex ki baat nhn hai ap ki kisi b jawa profit ho ga ya faida ho ga os mai ap ko khushiii he mile gi aur ap ka confidence level boost kare ga es liye ap ko smjh k aur seekh k kam karna ho ga ta k ap acha faida haisl kar lo...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X