what are the meanings of risk?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what are the meanings of risk?
    Risk ka lafz hm aksaro beshtarr sunty hen aaiy is maani pe ghaor krty hen,risk ka mtlb he chance lena ao iska ye mtlb bhi banta he k khatra mol kena, to is meaning ki made nazar rakhty huy kbi bho forex trading krty waqt aisa chance ya khatra mat mol len k apki sari mehnat hi zaay ho jay, doosry alfaaz me aisa chance kabhi na len k apki maheenon ki mehnat gjanton me ap k samny pani ki tarah beh jay aor ap bethy tamasha dekhny kkk juch kr na saken. So apni trades sefe se safe tar kren ta k apni trading ko jari rakh saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ha sada lafzon men risk ki definition kch iss tarah se krte hain k hamen trading men ya to kissi trade pe loss hota hai ya phir profit hota hai ab ham jitna risk lete hain hamen ussi hisaab se loss aur profit hota hai agar ham ziada risk len ge to profit bhi ziada aaye aa magar jab loss hoga to acount bhi ja sakta hai isliye hamen always kam risk se trading krna hi better hota hai
    • #3 Collapse

      slaam to all forum members...risk ka matlib app apna capital par kitna dolor ke trade lgyin ka app ka capital bhe zyida loss na ho ur profit bhe a jye kyun ka forex main jab bhe app trade krin ga to loss lazm ho ga app jitna marzi is sa bachna chahin bach nahi skta is lyia jab loss ka fact mojood rha ga to is ka hal yahi ha ka risk ko kam sa kam kiyia jye ta ka loss bhe kam sa kam ho..
      • #4 Collapse

        Apne bohot hi achi trha se risk ke barey mein samjha he i appreciate you, aur hamen always chahiye keh hum forex business mein risk factor ko zaroor dekhen kioun keh forex business bohot hi ziada risky business hey aur is mein hum always risk management ko follow karke hi is mein work karen to hum kamiab rehtey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Bhai jan ap koi bhe business krta han tu risk ka factor tu sath he hota hai forex main bhe aise he hai ap risk ka factor ko blkul remove nea kr sakta ya zror hai ka ap us ko kam kr sakta han ap ko forex pai kam krna hai tu phala us ko acha sa samjhan us ka bara main knowledge lan aur phr kam kran aur apna experience ko improve kran us sa ap ko bahut fiada ho ga aur ap ka riak bhe kam ho jaye ga
          • #6 Collapse

            Risk tu ap ko har kaam mein laina parta hy aur forex trading business mein bhi risk se trading kartay han to ziada profit earn kar saktay han lakin is k sath agr risky trading kartay han tu ap ko ye bhi kahyal rakhna cahaiye ziada risk se agr profit ziada hy tu loss bhi ziada hota hy aur risk ap ko forex trading business mein apne experience aur knewledge aur account balance k hisaab se laina cahaiye
            • #7 Collapse

              dear friend forex ak beznus h r beznus m risk tu lena e parte risk no lo gy tu kmao gy kesy baqi koshish krni chahiy k soch smajh k risk len ta k apni mehnt ko zaya hony sy Bucha shaken agr pher los ho ga b tu etna dokh ni ho ga q k hr kam m risk lena parta r ap forex ko chorny ka ni sochen gy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                g han bhai ap ny shai bat ki hai or main bhi yahi khunga k hmain apni trading main risk ko kam se kam rakhty howe trading karni chahe qk yah hmary liye he mshkil parhti hai es liye jitna ho sky otna je apni trading main loss ki koi bhi wjah create na karen jis se apki sari mahnt zayaa ho jay or ap trading se mayos ho jaen hmaisha pani trading ko pan kar k karen ta k apko loss na ho

                اب آن لائن

                Working...
                X