Forex trading main paypal use kiun nahi hotay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main paypal use kiun nahi hotay
    Dear forex trading main paypal is liay zada use nahi hota withdraw kay liay kiun kay aap ko pata hona chiay kay.
    Paypal jo hai Pakistan id card accept nahi karta is liay ham log Pakistan main raitay huay Pakistan kay kisi address per withdraw nahi lay saktay.
    Forex trading broker zada regulated hotay hain is liay ye log sirf high regulated money broker authorized kartay hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well bro aap ne bahot achi information di hai isliye new log jo paypal ka soch rhe rhen wo ab PayPal k bajaye skrill skrill ko hi use kren ge aur mere khayl men skriSk ka use krna hi hamare liye bahot useful hota hai isliye hamen skrill ko hi use krna chahiye q k skrill hamen kafi acah support kr rha hai aur iss se hamen bank men bhi aur iske elawa jaz cash men bhi withdrawal mill jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Mera zain k matabiq tu paypal account us contry k hai aur wahan forex trading nai ki jati wahan per pabandi hai ap ra ho friends mera zain ma tu yahe hai

      اب آن لائن

      Working...
      X