SL aur TP ko bar bar adjust kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    SL aur TP ko bar bar adjust kerna
    Jab ham stop loss aur take profit ko open trade main bar bar adjust kerty hain tou phir jo ham ny analysis ker ky planning ki hoti hai uska koi maqsad nehi rehta aur baghair analysis aur planning wali state main ham aa jaty hain tou loss ker dety hain isliay jab aik dafa stop loss aur take profit select ker lain tou phir kabhi modify na kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen stoploss aur take profit ko market ki position se adjust to krna parta hai but ab aisa bhi ni hai k ham bar bar apne take profit aur stoploss ko change krte rhen hamen chahiye k ham bar bar apne stoploss aur take profit ko change na kren han agar market men aisa koi aapko lagge k high voility hai to aap change bhi kr kr t hain
    • #3 Collapse

      dear take profit aur stop loss ko bar bar change kerny se hamary insta ya forum ke account ko khush ni hota ,ye her trader ki apny apny strategy hoty hy khush jo expert hoty hn un ko market ka andaza hota hy wo aik hi bar set kerty hn lkn khush trader market ke hisab se sath sath change kerty rehty hn
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Assalam o Alaikum, g bhai ap ne sahi kaha, ye adat boht saary traders me hoti hy..jesy hi market stop loss k nzdeek jati hy wo stop loss thora door kr dety hn sirf is umeed pe k market wapis jaye gi isi trha stop loss door krty jaty hn ar boht sara loss krva bethty hn..ye boht hi khtrnaak adat hy...boht sy accounts wash hoty hn sirf isi adat ki wja sy..agr aik dfa stop loss lga liya hy to us k sath mzeed cher chaar nhi krni chahye,
        • #5 Collapse

          Jesay k stop loss and take profit ko chang kerna humri big mistake ya anlyses ki weeknas hai jes per or ziyada experience gain kerna ho ga wesay some time markert ki positions ko daikh tay huway chang kiye ja sakty hain lakin en ko bar bar chang na krain aisa kernay sa ye ap ka weeknas point ban Jay ga jis say ap loss ka sabab ban sakty hain.
          • #6 Collapse

            slaam to all forum members... ye masla aksr trader mein dekha gya hai k apny tp or sl point se mutmin nahi hoty jab unki trade profit mein jati hai to thorry hi profit mein usko close kr dety hain trade ko tp tak nahi pohnchny dety is mein ek or sooratehal b dekhny mein aati hai k jab ap ki tp hit hony ko pohnchti hai to ap tp ko up se up krty rehty hain or yahin se unka loss start hota hai
            • #7 Collapse

              Yeh bat apki sahe ha k bar bar SL aur TP ko adjust nai krna chaeay ic say ap nay jo analysis kr k SL aur TP lgaya hua hota ha wo disturb ho jata ha. Aik dfa stop loss aur take profit lga lain to uska wait krain k kon c chez hit hoti ha aur aik solid descion krna chaeay ta k apka decision power improve ho forex main.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Biluk thik keh rehe hian ap jab hum Trading karte hain to trading karte waqat hum jo sl or tp rakhte hue humain us ko bar bar change nae karna chiye ku ke is se hmari trading bohat zyda disturb hoti hai or jo hum ne sl or tp apne sahi tara se market ko analysis karne ke bad lgai hote hian wo sahi nae rehte hian ise agr profit ho to km hota hai or loss ke chances bi bar jate hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X