trading using just luck is a bad idea and can lead to loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi luck pe depend nahi karen is mien agar ap luck pe depend karenge to phir apko is mien just loss hi hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      har time luck sath nai dyti hay humain hard work kar kay kam karna ho ga humain practice karni ho gi demo ko use karna ho ga jis say humain trade main loss km or profit hasil ho ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #363 Collapse

        Lucky person trading main buhat kamyab rehta hy lekan luck par depend nahii kia jata. Yeh aap key ikhtiar main nahi hy. Is leye luck ko chhor kr hard work krain aur forex ko properly learn krney key bad join krain. Is tarah aap trading main perfect ho saktey hain aur loss sey bach kr acha profit bana saktey hain.
        • #364 Collapse

          loss hota he jab insan luck per sirf depend ho jata hai agar is business se aap ne earnings karni hain to aap ko luck ke bare me sochna nahi chahiye apni mehnat ko apne mind me rakhna chahiye us se he aap ko kamyabi milna shuru ho jae gi or aap aik successful trader ban saken ge .
          • #365 Collapse

            is main lucky log b kam karty hain jis say achi earning hasil kar kay success hasil karty hain magr humain demo ko use kar kay practice say ana ho ga kun kay har time luck say earning nai hoti hay
            • #366 Collapse

              Gee han agar ap just luck per depend ker ky forex market main trading start ker dety hain kisi qisam ka forex trading knowledge hasil nehi kerty tou its impossible ky ap forex market main trading main success hasil ker sakain apko luck per depend kerny ki bajaey sufficient knowledge aur experience gain kerna chahiay
              • #367 Collapse

                G Han sahee kaha hy ap NY k forex trading main trading k liy Apko luck p ni blky apko chahiy k ap forex trading ka mokkamal knowledge Aur experience sy trading karo gy to apko luck p depend ni karna parta
                • #368 Collapse

                  luck tou kabi kabi sath deti hai so hamain market main learn kar k hi enter hona ho tab hi hum acha earn karein gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur profit hasil ho saky ga
                  • #369 Collapse

                    G bhai jan ap ki bat thek ha trading luck se be jal jati ha lekin khabi khabi is liye hume is business ma experience hasil krna chaiye ye hamre liye sab se important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                    • #370 Collapse

                      G han trading sirf luck py nahi ki ja sakti kyo k luck k liye aik idea ata hy insan k andar jo k pakka nahi hota aik soch hoti hy aur ye soch sirf loss ki taraf hi ly k jati hy so kabhi bhe aisa na karen
                      • #371 Collapse

                        Re: trading using just luck is a bad idea and can lead to loss

                        Is forex main ksii bi waqt trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, aur hamain is k bary main learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain, aur hamain si forex main luck par tou bi trade kar k hi hum sucss hon gay, aur hamain si forex main bi trade kar k hi hum run karein gay, aur hamain si forex main bi knowldge hasil kar k hi hum achi trade karein gay, aur is forex main depend ho k hi hum sucss ho sakty hain, aur hamain si forex main bi trade kar k hi hum loss sy bach sakty hain,
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #372 Collapse

                          Re: trading using just luck is a bad idea and can lead to loss

                          Bahut se Logon Ko yah lagta hai ki trading sirf aur sirf Lok ke upar kam Karti Hai To Aisa bilkul Nahin Hota yah proper way ke andar analyse karne ka naam hai Jab analyse Karoge tab hi profit milega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X