Currency pair vs gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pair vs gold
    My dear friend him logo ko gold ki nisbat currency pair ma trading krni Chaya is ma market but hi slow hoti ha Jis ki waja sy loss Kam hot ha or profit bi Kam is leya him logo ko lalach nhi krni Chaya or apny account ka balance Bacha ky rakhna chaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap forex market main trading ker rehy hain aur investment bhi ki hui hai tou apko koshish kerni chahiay ky forex trading sy secure trading ker ky zyada sy zyada earning ker sakain zyada ter traders gold main trading ker rehy hain tou yahan per sirf zyada loss hi nehi hota zyada earning bhi hasil ho jati hai isliay zaruri nehi ky sirf currency pairs main hi trade kerain gold main trading ka experience bhi hona chahiay
    • #3 Collapse

      Dear wese to movement k hisaab se gold kafi acha hai but ham new log hote hain aur hamara experience kam hota hai to isliye main ye kahun ga k hamen gold men ni parna hai hamara bonus account bahot kam hota hai aur gold men movement kafi ziada tez hoti hai jiskinwaja se gold hamara account hi wash kr deta hai so hamen gold k bajay major pairs pe hi trading krna behtar hota hai
      • #4 Collapse

        Yes dear hamain gold ki nisbat currency pairs per trading karni chiay aap ko pata hona chiay kay ham jab tak currency pair per trading kartay hain to hamara account wash nahi hota laikin aap ko pata hona chiay.
        Kay gold kay uper 0.10 ka lot bhi bot zada huge hota hai..
        Or hamara account wash honay main koi kasar nahi raiti.
        Is liay hamain chiay kay gold say avoid karain kiun kay gold jitna loss daita hai utna he profit bhi daita hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Gold bohat risky pair hai iski reason ye hai k uski movement ko analyse karna mushkil hota hai is liye sab traders gold par trading say avoid karny ko kehty hain hmary lehaz sy ye achi bat hai kiu k hmari investment bhi kam hoti hai is liye currencies par trading karna good hai...

          اب آن لائن

          Working...
          X