which one is reason for loss fear or greed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Both fear and greed can lead to loss and blowing of your account. Because if you greed and stay hungry for profits all the time than you account can face serious loss and may also blow. Because of over trading you account will be at risk. And also if you don't take the opportunities.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      human nature never felt grateful and always want more without the accompanied with adequate capabilities, for beginners who are still learning alone, the account can be saved from margin call is very nice and worth in happy let alone been able to make a consistent profit,
       
      • #318 Collapse

        trading main greedy to loss ki sub say major and common reason hay lekin is kay ilava bhe loss ki kai reason hain jin ko mostly trader ignore kar dety hain aur aik reason fear bhe hay yani trader risk leny say fear feel karta hay aur market down hoty hi loss kar deta hay
        • #319 Collapse

          Mery khyal main greed hi main waja se hai kun ke fear main hum tarding kam karty hai aur safe tarding karty hain l akin greed main hum ziada trades karty hain ka ziada earn kar sakin jiss se humy ziada loss hota hai iss liye fear se ziadagreed hamry liye dangerous hai.
          • #320 Collapse

            mere bhai muje to dono reason khatrnakl lagte hai leken greed sab se khatrnak hai kioke agar hum ne forex ke market me greed kia to hame big loss melega . ur agar hum dar ke trading krenge to hum smaal lots me tradingk arenge aur hum apne aap ko big loss swe bacha sakte hai
            • #321 Collapse

              forex main loss hone ki bht sari wajohat ho skti hain ak to jb ap is main se lalich kren to phr b ap ko is main se loss ho skta hai r jb ap k pas acha experience nahi ho ga to ap ko phr b loss bht ho skta hai is liye is main lalicch b nahi krna chahye r acha expeince hona b bht zrori hai.....
              • #322 Collapse

                is main sab say bari waja jo k ismain aap loss kartay ho wo greed hai or is k baad jab aap is main patience nai rakhtay ho is say aap ko is main loss ho jata hai or aap ko is main profit gain nai hota hai
                • #323 Collapse

                  ap ko greed na ho aur daro mat aur forex aik real business hay ap is mein unlimited income made kar sakty hay yeh ap par depend karay ga ager ap ky pass knowledge hay tu ap aik good trader ban jao gayn aur loss say bhi bach jao gay isi liye ap achi tarha is ko seekhny ki koshish karay .
                  • #324 Collapse

                    mare khyal main to loss ki main wjah fear ni belke greed hai Forex trading greed to her trader kerta hai but ziada greed ni kerna chahie k insan loss ki option ko hi bhool jay belke market k trend ko dakh ker hi trade kerni chahie ta k big loss se avoid kia jas kay.
                    • #325 Collapse

                      wesey to ye dono hi lose ki wajah hn pr merey khayal sey greed bari wajah hn q k is mey admi zrorzt sey zyada krta hn or jesa k ye bat am hn k har chez ki zyadty buri hoti hn is liye forex my zyada greedy nai hona chaiye
                      • #326 Collapse

                        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading mein humein losses face karnay kay bohat say reasons hotay hain aur unn mein say ye dou reasons bhi bohat important aur dangerous hain, aur humein iss say bachnay kay leay kafi learning aur practice karnay ki zarurat hai...
                        • #327 Collapse

                          gee friends in my way forex me loss one ki sab se bari waja hamare pas knowledge ka kam hona ... q k hamen loss tb hota hai jb hamen kisi cheez ka pata ni hota ... or agr hum os k bary me janty hon to hamen kabi b loss na ho ......
                          • #328 Collapse

                            orex trading business main greed ziada dangerous hai greedy behaviour app ko sahi tarah se kaam nahin karnay deta app market ko analyse kiye bina he high risk lete hain yahan hum ager achi practice kay baad real trade karan to humain faida hoga.
                            • #329 Collapse

                              loss ka jo sab se bara reason muje lagta he woh he ke ham greed se trade karte hen or ham chahte hen ke har trade se hi profit hota rahe hamko istrah phr ham bgair stop ke trade karte hen toh jab loss hota he toh earn kia hua be sab loss ho jata he so hamko sabar se kaam lena ho ga phr ham acha win karen ge or fear be kam ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Forex from many reason loss and greed.i think when forex trading start then forex trader many greed and quickly do big loss.so forex is very learning about before forex trading.i believe that forex our best online earning about forex trading business.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X