which one is reason for loss fear or greed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    bhai seedhi si baat hy k ap ager is kaam me lalach karo gy to ye ap ki investment ko barbad kr de ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ji haan bhai jaan greed insaan ki bhot bari dushman hai or banda is main aa jata hai is liye kuch kaam aisa bi hoty hai jin main greed karna parti hai jin main greed ka elawa faida nahi hota or kuch kaam aisa hoty hai jin main mehnat ki zarurt hoti hai
      • #303 Collapse

        fear or greed dono he humari loss ki waja hey hum greed katry hein k hum ziyada profit eazrn karey gain to humein nuksan ho jata hey hum dartey hein k pata nai market ki kia surat-e-haal ho ge to trade nai karty or humein loss ho jata hey. humein risk ley k kam karna chaiyeh q k kamyab b wohi hota hey jo risk leta hey.
        • #304 Collapse

          dear ye dono hi loss hoen ka sabab banti hain fear or greed dono hi hmaare liay dangerous situation create kartre hain hamen in ko apne andar se nikalna hoga tab ham easily iss business main kamyab ho skte hain or acha earn kar skte hain.
          • #305 Collapse

            loss hum ko tab he hoota hai jab hum apni knowledge say bhar k koi kam kartey hain or ye hum tab kartey hain jab hum greed kartey hain
            • #306 Collapse

              ap jab b koi b kisi b kam main lalach karo gay ap ko us main nuksan k chances zayda hon gay or ap k sath aesa hi ho jay ga or mere khyal main greed hi aik aesi waja hai jis se loss ho sakta hai
              • #307 Collapse

                loss aur greed sy avoid karna chayie aur forex sab kay liye risky business hay not a for students agr aap aik success trader banna chatay hay tu forex ko learn karay takay aap ka knowledge increase ho aur demo acount par practice karya is tarha ap aik achay trader ban jayn gayn .
                • #308 Collapse

                  greedy aur fear sy avoid kro aur students bhi forex ko easily join kr saktay hay just students ko chayie hoga kay woh apna time nikaal kar forex ko learn karay is ki har cheez ko learn karay indicators ko bhi understand karay agr un kay pss knowledge hoga tu woh forex say good money made kar sakay gayn aur apnay expenditure bear kar sakay gayn.
                  • #309 Collapse

                    Fear aur greed dono hi loss ki waja bantay hain is liye behtar hai k ap darein na aur kisi loss ki surat me cool mind se kam lein aur apnay loss ko recover karein aur greed se kaafi perhaiz karein.
                    • #310 Collapse

                      Hameray loss ki main waja hamara greed hy our jab hm is main zeada greed k sath trade open krtay hain to loss hota hy our fear ata hy,our ye tenoun chezain aik sath hain.So avoid greed and acept small profit.
                      • #311 Collapse

                        I think greed is more important factor for facing loss rather than fear. Because greed is the most important element of human nature and they loss everything.
                        • #312 Collapse

                          Forex trading min loss aur profit dono hi hote hin es lei humin soch samjh kar es business min trading karni chahye yahn pe loss ki different reasons ho sakti hin en min se greed aur fear bhi he aur agar hum fear k andar min reh kar trade karte hin to bhi kafi loss kar jate hin.
                          • #313 Collapse

                            Mairay khyal say toa hr bnday ki different reason ho sakti hai loss ki lakin us k lye zaroori hai k ap apni reason ko samnay Kay k aen mairay khyal saytoa Jo ziada loss hota hai uaki main reason greed hi hai
                            • #314 Collapse

                              Trading profit consistently certainly a dream of all traders, but it all will remain a dream or mere wishful thinking if there is no inner tenacity and a quitter and especially greed.
                              Consistent profits tend type of trading that safety, not greedy and affordable enough that profit targets in accordance with the ability of self.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                in dono ma agar koi chez ha to woh ha lalch kiyu ka jab ap lalach ma ata ha to ap zayda ka chakar ma thra bi gawa bethta ha aur kai dafa to apka loss itna zayda hu jata ha ka apka accout close hu jata ha is liya agar chahta ha ka is ma kamyabi hasil kara to apko is sa bachna hu ga tab hi ap is ma kamyabi hasil kar skta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X