Dear friends jaisay k sabh ko pta hai forex trading eik risky bussines hai so iss mein loss ki sabh sy bari waja over confidence hai jb hum ye samjhty hain k forex asan hai aur trading mein beghair sochy samjhy trade lagaty jaty hain tu hamien loss hota hai aur hum apna acount wash kar baithty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим