Trading mein common mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein common mistakes
    Forex market mein trade open kartay hain tou stop loss istemal nahin kartay aur trend kay against trade open ker letay hain loss mein trade ko close nahin kartay aur news ko follow nahin kartay aur aik hi pair mein aik se zayada trades open ker latay hain aur without technical and fundamental analysis kay trade open ker kay profit hasil karnay ka wait kertay hain jo aksar nahin hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Han ji dear main apki bat sy sehmat hun. Jo mistakes apne apni post ma mention ke hain wo bilkul esi tarha he hain aur yehi reasons hain jo kay loss ka baiss banti hain aur enkoo ham bar baar repeat karty rehty hain. Mera khyal hay kay agar asal maksad hasil karna hai to en mistakes ko tark karna hoga aur aagy ja kay enn ghaltiyon ko bar baar repeat karney say ijtenaab karna hoga.
    • #3 Collapse

      Well ap ki bat bilkul right haybaur main ap ki bat se agree karti hun k jo log trade open karne se pehly ache analysis nai karte marek k trend ko watch kiay bina hi trade open karte hay wo hamesah loss main rehtay hay aur sab se bari bat k stop loss aur take profit ka istmal.na karna bhi apna loss khud jrne wali bat hay so jab bhi trade kare is se pehky tammam rumes ko follow kare aur market ko analysis kare aur phir trade kare
      • #4 Collapse

        G jnb apki points bilkul thk hn me b yei kahun ga k market ki awareness k bghair koi trade na lgaien. Stop loss aur take profit ka use zrur kren taa keh bonus save rhy. Is k ilawa trade analys kren achi trha is k bghair b trade lgana aisy e hy jaisy hwa me teer chlana. Jld bazi ni krni chahy. Market ko judge kye bghair trade na lgain thora sa market ki movement ko daikh kr is k mutabiq decision kren k konsa trade lgana chahy.
        ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
        • #5 Collapse

          g dear jo traders hazrat hen in sey to sab sey common mistakes ye hen kih aik to wo aik to trade open kertey waqt jald bazi ka muzahra kertey hen or aik trade open honey k bawajod zayada trend open kertey hen jis sey wo in k apny loss ka sabab banta hy is lye inhen to be cool mind ho ker traing kerni chachye pehley apni mistakes ko cover ker kih profit hasil ker saken ........
          • #6 Collapse

            Bht achi tricks btai haen ap ne yehi mistakes hoti haen jo hamaen bht jld loss mein le jati haen.trend k against chalna intahai bewaqoofi ha.big stop loss lga daina.market mein ghalt time enter ho jana.ye sb aisi mistakes haen jo loss krati haen
            • #7 Collapse

              ye jitni bi common mistakes hain Forex Trading main trading karte hue inko apne mind main humain lazmi rakhna chaie q ke ye choti choti galiyan jo hain humain bohat zyda loss de skti hain Forex ke bare main to humain sab se zyda in pe focus karne ke zarurt hai agr hum in pe focus karte hain to hum win ho skte hain.. Stop loss or take profit ko lazmi use karian.
              • #8 Collapse

                Trading koi as an kam nai hai jis ko Karna asan ho yeh aik bahat hi tough job hai yahan har aik cheez bahat ahmiyat rakhti hai .Emotions greed knowledge experience ki kmi ke bawajod trading karna aik common aur na karny wali mistake hein jin se derect nuqsan hota hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Friends mairi nazar main sb sy common mistake lalich hy jis ka shikaar ham sb hoty hain aor jaldbaazi main ghalat decesions karty hain jo forex ki dunya k liay halaket ka baaes banty hain hamain iss mistake sy bachna chaheay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X