Forex main 80 percent loss kiun hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main 80 percent loss kiun hota hai
    Dear forex trading main 80 percent traders ko loss kiun hota hai kia koi valid reason bata sakta hai.. Or secondly aap say pochna tha kay..
    Agar 80 percent loss hota hai to market mover phir kia jan booj kar usi direction main market move karta hai jahan zada buyers hun to sell ho jati hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aapne ham say 2 questions kiey hain aur Pehly question kay baar ma mera khayal ye hai kay hum trading psychology ko agar samjh lain to hamain loss kam aur profit zaida ho sakta hai. Kun kay ye hamary decisions hoty hain jo kay Hamary munaafy ya nuqsan ka sabab banty hain.
    Dosra aapne kaha market mover to jahan tak mera khyaal hai aur meri malomaat hai market ko koi bhe derive nahi kar raha hai. Market kahin 1 base sy nahi chal rahi hai es market ma kafi mulkon sy kafi markets mukhtalif timings ma open hoti hai. Aur market puerly demand and supply tule par chalti hai.
    • #3 Collapse

      G bhai ap ne shaid percentage pe thora compromise kr liya ha forex mei 95% log loss krty haen sirf 5 %log aisy ha jo forex se kama rahy haen loss qaln ki ratio es lye ziada ha k common c chzeen hr bndy mein pai jati haen jin ki waja se wo loss krty ha greed,over trading,fear etcs yehi chazaen trader ko loss krati haen agr hm en pe control paa laen tu hm un 5% me aa skty haen jo profit kamaty haen.
      • #4 Collapse

        Bhai jahan tak mujy samaj ata hy to forex ma 80 % log is liye loss karty hen k ye wo log hen jo professional nai hen and bus suni sunai pa trading kar rahy hoty hen and 20 % wo log hen jo professional hen jin ka pas economics ke koi professional degree hy and wo log market ko samajty hen is liye un ko loss kam hota hy
        • #5 Collapse

          Main samjhti hun k forex trading main zada loss n logon ko hi hota hay jo market ko smjhe bina trade karte hay ya sab se bar kar wo log loss karte hay jo k lalch karte hay zada profit k chkar main aa jate hay aur tukay par trade karte hay wo apna loss karte hay so market ko samjh kar trade kare tou ap ko kabhi loss nai hi ga
          • #6 Collapse

            Sir jis traha sy ap k swal hein to in mein logic to hy kiyon k ye har new trader k swal hein aur ye un k swal hein jo junior hein aur profit ni kar paty to is mein pehly swal k mutabik agar hum dekhein k jub hum ko loss hota hy to jo trad humein loss deti hy wo confirm ni hoti pehli bat aur dusri jo trader paka kar k trad ni lagata us k pass experience ni hota to jesa ap ny kaha k 80 percent loss hota hy to jo 20 percent trader profit karty hein un mein sy bhi 10 percent trader dobara loss kar dety hein kiyon k un k pass practice to hoti hy leki experience aur knowledge ni hota to ye ap ka pehla jwab aur dusri bat markit apny dayery mein chalti hy koi bhi is ko move ni karta markit world wide hy is ki moving ek trend base per hy jo isy smajhta hy usy ye profit deti hy to ye khincha tani hy 2 things ki jis mein kabhi is traf to kabhi us traf chali jati hy lekin chaalti dayery mein hy dayre sy bahar kabhi ni jati chahy sport and resistance ko cross bhi kiyon na kary
            Removed by moderator.
            • #7 Collapse

              Jin Traders ko 80% loss hota hai us ka reason mare khayal se to clear hia ke unain zyada se zayda greed se avoid karne ki zarurt hai or lalich se hi unke account wash ho jate hain over trading se beche jitna zayda ho ske bech ke rehe over trading se ye bohat bad hai unke accounts ke liye or emotional trading se beche jitna zayda ho ske.
              • #8 Collapse

                Aslam o alikumForex mail 80 persent ya es sy bhi zyada lose ki waja 2 batyn hyn ayk to lack of information and knowledge and second is over confidance ya lalach ka hona kun k agr lalach ko ktm kr dyn to kuch acha ho skta hy lykn lalach jis insan main ho us sy laach ko ktm krna mushkil hy lykn lack of education ko cover kia ja skta hy
                • #9 Collapse

                  Assalamoalikum nahi bhai jan forex me 80 percent lose nahi hota agar lose hota he to apni galtyo ki waja se lose hota forex trading ma lose hone ki chand aham waja ye hain 1 experince nhi hota 2 forex ko analysis nhi krna ata 3 market ke trend ka andaza lagana 4 lose hone ki sorat me emotions me bari lot size laga dena recovery ke chakkar me 5 lalach se kam karna 6 news read na kar ke trade karna 7 demo ko zeyada time nhi dena dosto ye sub lose hone ke zeyada chance barah deti he agar ap in sub cheezo ko recover karte jye ge to apka lose kam hota jye ga or ap ek achi earning start kar lenge
                  Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
                  • #10 Collapse

                    dear forex men traders hazrat ko is lye loss ata hy ku kih wo to aik apni jo posting kertey hen forex forum per is men mistakes kertey hen jis sey unka bouns acha nh hota or dosra kih wo trading kertey waqt jald bazi or apney emotions ko control nh ker saktey is lye loss ka sabab ban jatey hen in ko chachye kih apney loss ko recover ker kih acha profit kama sakey .......
                    • #11 Collapse

                      yahan par loog 80 percent ismay workikng karty howay yahan par aa kar loss kakr jaty han or yahan sya kuch b nahi earn kar skty han is lye is may ko kuch na kuch time tu dana hota ha is say ap ki working kafi auchy say aup side ki traf b aa skti ha is may ap ko controll rakahan hota ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Humey isliya lose ka samna hota hi kio key hum experience hasl nahi karta ek bar ghalti karky humey chahiya k dubara wahi ghalti na kia kary tu ye humry laiye best hoga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X