Loss ka pressure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka pressure
    forex mein jab ham loss krna start krty hain to trader par automatic ek pressure build ho jata hai jise wo khatm krny k liye mazeed loss krta jata hai jab aap esi condition mein hun to kuch waqat k liye break le len ye break ek din ek weak ki b ho skti hai apni strategy ko review kren or jo mistake ki ho usko find out kren or fresh mind k saath dobara entry len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aslamoaliakum loss no doubt trader ko upset krta hai lakin loss k hamian apnap apko stabilized krna chaiy us k baad Jo Galti Joe hoe ho usko notice krna chiay aur next time us trha ki Galti Kam is Kam na ho es baat Ka khayal rakhna chiay
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Bhai jan forex trading maim agr loss ho jay to yeh to haqeeqat ha keh iska pressure hamary zehn pa bht ziada hota ha. Magar is pressure ko control krna he asal himat ha. Aur han aik presaure yeh bhi hota ha keh trade is main ni lagata keh loss ka pressure zehn pa swar hoya ha is lia apny mind ko cool rakhen aur trading kren. Thanks dear members
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Loss ko bardasht karna aksar okat mushkil hota hai km hi asay trader hon gy jo loss ko himat aur sabar ke sath bardasht kar lein kbi bhi loss ka pressure khod per sawar na hony den .Pressure no doubt ke hota hai lekin us ko control bhi tu kia ja skta hai

        اب آن لائن

        Working...
        X