Mistake, mistake and mistake
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake, mistake and mistake
    My dear friend him logo ko forex trading ma zayada mistake nhi krni chaya kau ky is ki waja sy him logo ko loss ho skta ha or hmra account bi wash ho skta ha is leya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear members forex trading main agr koi mistake ho jay to usko as a experience gain kren aur next usko na dehraen. Aur agr yeh mistake bar bar ho gi to shaid account ko safe rakhna ap lia bht mushkil ho ga. Hamesha dosrn ki ghlti ko experience K tour pa. lain.thanks dear members
    • #3 Collapse

      G dear brother apnay thek Kaha hamain her mumkin koshish krni chiay k her Galti ko notice kr k apnay zahen nasheen kr lain aur koshish karain k next time us trha ki koe Galti na ho yahi aik achay trader ki nishani hai
      • #4 Collapse

        Bhai forex trading main ap her chez ka bahut acha sa khyal rakhna prta hai kiun ka insta forex main ap ka pas zyada galti ke gunjaish nea hoti agr ap mistake pai mistake kran tu ap lose main jain ga ap ko chaya ka ap apni galti sa seekhen aur dobara yai galti na ho
        • #5 Collapse

          daikhain my dear brother aap ke bat bikul teak hai kay jab aap forex trading main mistake krty hain too aap dil chota na krain wo aap ka learn point bhi hota hai aap us say profit samjh kr learn kya krain aur wati toor per too loss hota hai laken aap us say kafi kuch learn kr rhy hotay hain
          • #6 Collapse

            Dear ap ny kafi achi bat ki hy mere khyal sy bhi mistakes sy hamesha account wash he hoty hein aur ik trader jis ko experience na ho wo apni mistakes ni dekhta bulky markit ko blam deta hy to esa ni karna chahiye humein chahiye k hum apni mistakes ko search karein aur un mistakes ko khtam karein phir ap ko profit hoga
            Removed by moderator.
            • #7 Collapse

              Forex trading aik buht sensitive or risky business h jis m mistakes ki koi gunjaish hoti h ...aik mistake sy ap ka buht zyada loss ho skta h...iss business m to aik ghlty ki gunjaish nh hoti to bar bar ghlti ka kia ho ga...wasy mistakes ap k experience k ly b lazmi hn ap ko zyada learn krny ka moqa milta h...
              • #8 Collapse

                Dear ap ki bat theak hay apni mistakes ko forex trading mein control karna chahiye apni mistakes ko repeat nai hony dena chahiye tan k loss kam sy kam ho... Agar mistakes ko control na kiya jaye to aek din hamara axccount wash ho jay ga
                • #9 Collapse

                  Humain bar bar mistakes se avoid karna bohat zyda zaruri hai ku ke bohat zayda mistakes karne se humain bohat zyda loss bi ho sakta hai islye humain complete try karna chaiye ke hum jo galti aik bar karte hain us ko bar bar nae karna chiaye ye bohat zuari hai hamare liye ke hum money management ko focus karian.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein aik acha trader hum tab hi ban saktay han jab hum apni mistake ko cover karain gay agr hum mistake ko bar bar kartay han tu mistake se loss hi hota hy aur account wash ho jata hy is liye mistake ko cover karna cahaiye aur mistake ko bar bar nhi karna cahaiye
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein jab bhi loss hota hy kise mistake se hi hota hy aur agr hum apni mistake ko dekhen aur apni mistake ko cover karain tu next time achi trading kar k acha profit earn kar saktay han aur agr hum bar bar mistake karain gay tu is se loss hi ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistake, mistake and mistake

                        forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin jab hum aik he galti ko bar bar karty hain to hamy musalsal loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne galti ko avoid karna bohat zarore hain pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistake, mistake and mistake

                          jab hum forex mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin jab next time kam karty howe hum pher wohe mistake kar dety hain to be hamy loss ho jy ga jab tak hum apne galtiy ko durust nahi kary gy hum loss sy bach nahi saky gy forex mai hum apne mistakes sy learning hasial kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X