Forex trading main confusion paida krny wali cheezain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main confusion paida krny wali cheezain
    Forex trading main trading krty hovy chand members confusion ka shikar ho jaty hain jis sy unko trading main ziada loss ho jata hy to is ki waja yeh hoti hy k wo khud p trust ni krty aur trading k liy doosron sy raay lety hain aur wo apny annaylsis aur doosro k annaylsis p ghor k bad trading main confusion paida kr lety hain to istra ki confusion sy bachna chahiy aur khud p trust kr k khud annaylsis kr k trading krni chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamari confusion tab hi khatam hogi jab ham trading men experience le chukke honge jab tak hamen trading men experience ni hoga tab tak ham trading men kamyab ni ho sakte hain hamari kamyabi uss waqt hoti hai jab ham mehnat krte hain aur iss men apna experience banate hai aur second ye k hamen apne aap pe trust hona chahiye tab hi ham kamyabi ki taraf ja sakte hain agar hamen trust ni hoga to ham kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain isliye hamen poori lagan aur mehnat chahiye
    • #3 Collapse

      Shahzaib bhai mein apki bat se bilkul agree karta hu aur iski sab se main wajha yehi hoti hey keh jab aap over trading kartey hein to phir aap ko koi bhi trade perfect nahin lagti hey aur aap confuse ho kar ziada se ziada trades lagane lag jatey hein jis ki wjha se hamen loss hota hey aur phir hum is business mein fail ho jatey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        app ki baat say agree kerta hoon dost forex main app ko confusion tab peda hoti hai jab app k learning ache ker k live account main trading start nahe kerty hain jab ap ki demo practice kum hoti hai mean app k analysis our experience acha nahe hota hai to pher he ap forex main loss kerty hain ager forex main success kerni hai to pher us main app ko kafi hard work kerna ho ga pher he app kamyaab trader banaing ay
        • #5 Collapse

          Ap sy main agree hon k forex trading main yehi cheezain confusion paida krti hain aur in ki waja sy hi hem forex trading main kamyab ni hoty,to istra ki confusion ko khatm kerny k liy sab sy pehly hem khud annaylsis karain ,ziada logo p trust ni krain byshak kisi aik expert sy raay zaroor ly lain per un main periorty apny annaylsis ko dain
          • #6 Collapse

            Bhai bndy ko tb confusion hoti hai jb bnda k pass knowledge na ho experience na ho ap agr analysis kr skty hain achy to apko kbhi confusion ni ho ge ap dosro sy bhi raiy ly jo log ap k sth attach hain seniors to apko bhi confusion ni ho ge or rhe bat loss and profit ki to wo to chlta rhata hai is ma
            • #7 Collapse

              dear ap ki baat theek ha confusion os wakt paida hoti ha jub ap ka analysis or dosroo ka analysis apas me nehi mitla ha kuch traders apnay chart par bohat zada indicators b laga letay hain or confused ho jatay hain phr weak decision ki waja se loss hota ha is liey traders ko chahiey simple trading karay or khud par bharosa rakhiny aik din zaror success hogay agr hardworking jari rakhi unhoo nay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Jab bhi apko self confidence nahi hoota aur app ko jo indication milti hain analysis aur dosray indicators se aur app ko unko samjhnay mai difficulties ka samna hoota hay to app confused hoo jatau hain

                اب آن لائن

                Working...
                X