Success ke lea planning aur practice chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success ke lea planning aur practice chahye
    ASLAMUALEKUM friends success hasil karna hum sub ka aim hota hai forex main lekn success aese nahe mil jate hamen mehnat karne party hai forex main success ka matlab hai ke ap ke profits ap ke losses se zayada hoon at the end of month week or day ap kuch earn karen lekn iss ke lea sub se pahle hamen market ke hisaab se planning karne pary ge har pair ke chaaal smjhny pare ge jiss ko hum trade karna chahty hain phr plan ke hisaab se practice karen ke kamyabi hasil kar paen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well nro aap ne bahot achi baat ki hai jab tak hamari planning better ni hongi tab tak ham kch bhi faida ni utha sakte hain hamen chahiye k ham mehnat kren aur apni planning ko behtar kren then hi ham market men kamyab ho sakte hain iss k liye hamen khoob practice ki zarurat hai ta k ham achi practice k sath apne account ko run kren aur trading men kamyab ho saken jab hamari practice achi hogi then hamen earnings bhi achi millen gi aur jab hamari practice ni hogi tab hamen experience bhi ni bn pay ga
    • #3 Collapse

      dear forum members forex trading main kamyabi hasil kerny ke liy planning aur practice must hy ,her field ya profession ke liy chand aik factor hoty hn jin per amal ker ke hum kamyab ho sakty hn ya kamyabi must hy ,isi tara forex trading main kamyabi ke liy planning aur practice chay jo ke bahut hi must hn
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Dear baat ya hay aap dyunia main kohi bussniss be start karan us k laya planning ki aur prectice ki zarrorat hoti hay bagher planning aur prectice aap kisi be qisam ka successful bussniss run nahi kar saktay hain same issi tarha instaforex trading main planning aur prectice dono bhot zarrori hain bagher planning k aap trade start karan gay tu us main lose ka chance bhot zayada hota hay same isdi tarha ager aap prectical nahi karan gay jo k demo account main keya jata hay tu aap ko forex trading ka na tu exprence hasil ho ga aur na he aap trading ko samjna k qabil hoon gay
        • #5 Collapse

          Han g forex trading main kamyab hony k liy planning bahut ziada important hy aur planning sy hi ap ka trade profit main jati hy aur jab ap forex trading main trade open bina planning k kro gy to ap ko trade main confusion rahy gi aur ap satisfied ni hon gy apni trade sy to is liy forex trading main aagy jany k liy aur ziada profit leny k liy ap ko chahiy k ap planning ko aik lazmi juzve banao
          • #6 Collapse

            G jnb apki bat sy agree krta hn me aur ye kahun ga k forex trading ko successful bnana itna asan ni jtna idr log bato me keh daity hn. Is ko kamyab bnany k lye hmy apni planning ko achi sy achi bnana ho ga. Market k up downs ko janty hoy usk hisab sy trading krni ho gi. 1 achi planning aur achi strategy k sath ki hoi trade me kamyabi k chances increase hoty hn. .
            ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
            • #7 Collapse

              G han ap.ki bt bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k trading main kamiabi k liay planning boht zarori hoti hay tab a
              Hi ap.profitable tradeing kar pate hay aur aik success full trader ban pate hay si ap jo bhi planing k sath trading karte hy wo ap ko must faida deti hay aur achi strateges ka istmal bhi kare
              • #8 Collapse

                belkul janab apne thek bola success k lye hame planning karni parhti hain or us hisab se he chalna parhta hain agar hamari planning he kharab hogi to hum succesful nahi ban saghte planning ka matlab yahi he ke apko apni Strategy Create karni hogi or usi hisab se usko istemal krna hoga tabhi he ap agy chall ke ek kamyab trader ban paye ge ...
                Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear brother g ha jab hum apna koi kamm kar ta ha hum ko is ki practis ki zrorat ho ti ha kion ar kamm kali pahli practis ki zrort ho ti ha kion ka hum ko jab practis ho ja ti ha to hum wo kamm asani say kar la ta ha or hum ko koi mushkil nahi ho ti ha is lia har kamm kali practis chay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X