Friends agar aap ne trading men kamyab hona hai to aapko trading k liye fresh mind hona bahot hi zaruri hota hai agar aap kissi tension men hain to aap bolkub bhi trading na kren q k trading men galti ki koi gunjaesh ni hai aapki choti si galti ki waja se aapko kafi loss ho sakta hai isliye aap jab tak fresh mind ni hote tab tak aap koi trade open na kren
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим