Big dreams ke lea big mehnat chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big dreams ke lea big mehnat chahye
    ASLAMUALEKUM dosto yeh baat drust hai ke forex bohat potential wala business hai aur ap big dreams rakh sakty hain lekn big dreams ko achive karne ke lea bohat mehnat ke zaroorat hai aur yeh tab he achive hoon ge jub ap suche dil aur lagan ke sath try karen ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aap ki baat darust hai main aap se fully agree krta hoon agar ham chahte hain k ham apne big dreams ko fullfill krna hai to phir hamen forex men aik achiehnat ki zarurat hai jab ham forex men achi tarah se mehnat kr len ge then ham kamyab ho jaen ge aur apne dreams ko fullfill kr paen ge agar ham mehnat ni krte hain to ham kch bhi ni kr sakte hain
    • #3 Collapse

      W a slam g AP ny achi bat ki ha insan k jitny bary khawb hoty hn utni hi mehnt zayda krna parting ha forex trading aik aysa business ha k insan is ma achi mehnt KR k apna life style change KR skta ha apni sari needs Puri KR skta ha Jo k aik Normal life ma mumkin ni so is k liay hmain bout hi zayda mehnt krni chaiy forex k bary ma knowledge or experience hasil krna chaiy bout zayda time Dena chaiy tb hi hm aik achy or kamyab trader ban skty hn
      • #4 Collapse

        Assalam-u-Allaikum, Janabab Best results keliay Best Learning and Best work zarori ha jittna zeada learning & practice par hard work karren ge utna hee achhey aor behtreen Nataeg & Profits millen ge
        • #5 Collapse

          G han g Jo log barhy khwab dakhty Hy wo u khwabo ki tabeer ko panny k liya mahnat bi zada krty Hy isliya big dreams k liya ya bi zarori hota Hy k hum taberr ko panny k liya zada sy zadda mahnat kry or time Dy bussiness ko q k forex trading bohat hi acha bussiness hy
          • #6 Collapse

            Yes dear brother I agreed forum trading members is Baat Ko understand kare emotional control avoid greed little dreams little targets gain karna Aasan hai market Mein without analysis trading just like swimming without life jacket Is Tarah hai isliye Hame trading Mein management strategy zaroor leni chahiye
            • #7 Collapse

              apki bat shi h je agr ap forex m zyada mehnat ke sath working krey gey tu ap forex m success hu sktey he aur ap forx se ap aik baar zyada working krey gey tu ap k liye forex m kaam krna boht easy ho jye ga aur ap forex se zyada earning kr pye gey aur ap ku forex k all trading tools aur trading krne ka analysis krna ana chahye ta k ap success ho jye...
              • #8 Collapse

                Mehnat hi wahid rasta hai jis per chal kar apny khawab puray kiye ja skte hein kbi bhi bnana mehnat aur lagan se much hasil nai jo pta is ley jb aik bar ap forex join kar lein tu ap per lazim hai ke ap trading bnana analysis ke na karen Ayr jb ap mehnat karen gy tu ap ko us ka phal zaror mily ga
                • #9 Collapse

                  G forex trading business mein kaamyaab hone k liye mehnat aur hardwork zaroori hy mehnat aur hardwork kar forex trading business ki learning kar k aur forex trading business mein knewledge aur experience hasil kar k kaamyaab trader ban saktay han aur profit earn kar k apne dream ko puraa kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    apnay bikul sahi kaha ager ap is business ko kerna cahaty hai to us kay liya apko is kay demo account or is forum say forex trading kay baray main sab kuch pata lag sakta ha or in dono ki madad say hum apni trading ko mazeed bahter bana sakty hai.or is business say achay passay kama sakty hai..
                    • #11 Collapse

                      Dear ap thek keh rahe ho jaise jaise ap mehnat karte ho gy ap ko acha faida ho ga aur dreams dekhna ghlti nhn hai ghlti bas ye hai k on ko poora na kiya jaye es liye ap ko araam aur sakoon se kam karna ho ga ta k ap ko idea ho jaye k ye business ap kese karo gy aur kese ap ko faida ho ga...
                      • #12 Collapse

                        Jab new traders forex main aty hain to bary bary dreams dekhty hain lekin un par pura nae utar paty iski reason ye hoti hai kay hm un dreams kay mutabik learning ni karty agar successful trader ban'na chahty hain to us k liye learning bhi must hai is liye pehly achi learning karain taky apny khwab sach kr sakain...
                        • #13 Collapse

                          G Bhai her Banda forex mein kuch khawab ly Kar Aya hai keh unko pura kar ka aik achi life guzar ly to agr ham khawab pury karna chahta Han to ham ko bahot mehnat karna part ge ku keh jitna bara khawab hon gy ham ko usi tarha mehnat bhi karni parni hai ku keh mehnat ka baghir to koi bhi Kam mumkin ni hai es Lia AP apny khawabo ka samny rakh Kar mehnat Karan insha Allah sub kuch ho jay ga
                          • #14 Collapse

                            G han ap ki bat bilkul right hay aur main ap.ki bt se agree karti hun k waqai main forex trading aik boht acha business hay aur age hum is oar meh at se kam karte hay toh hum us se boht kuch hasil kar sakte hay aur apne dreams ko pura kar sakte hay lekin us k liay humae boht mehnat katni parti hy aur trading ko soch samjh kar karna parta hay tab hi hum.is main kamiab hi sakte hay aur apne dreams accive kar sakte hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trading main success usi ki hoti hai jis ne market main time invest kia ho or sath sath khud b es business ko sekha ho.learning ka es business main koi end nhi hai Q k es business main hmain chye k khud involve hon or analysis krain or market trends ko smjain.es tra kbi b market ko bina judgement k use nhi krna chye.loss b ho skta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X