forex trading main confidence ka hona bahut zarory hy
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main confidence ka hona bahut zarory hy
    dear forum members forex trading main confidence level high hona bahut zarory hy lkn over confidence bh hona bahut hi nuqsan deta hy ,jub ap trade lagaty hn to ap ko pora yaqeen hona chay ke ap ne thk waqt per trade lagai hy aur ap ki trade profit main jai ge isi ko confidence kehty hn
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading business me agar confidence ki traders me kami ho to esy traders trades open karny key sath hi emotional ho sakty hey aur traders agar loss me ho ya profit me esy traders ki jald apny trades ko close kar dena zarori samjty hey es ki waja traders key confidence me kami ki waja se hota hay agar confidence zeyda ho ga to traders tab tak open key gey trades ka wait karen gey jab tak us ko profit nahi ho jata.
    • #3 Collapse

      jee sir ap ny jo yeh bat ki hai mien es sy agree kerta hion k forex mien kam kerny k lye hamary pass confidence ka hona bht zarori hai ager confidence na ho ga to hum es mien aa ker behtreen trade ko open na ker saky gy jis sy hamary profit ka jo ratio hai wo kam ho jy ga
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap dyunia main kohi be kam kohi be bussniss karna iss k laya confidence bhot zarrori hota confidence k baghar aap kisi bussniss main servive nahi kar saktay hain same issi tarha instaforex trading main trade open karna sa phalay aap ko fully confidence hona chaya ager aap ko jo trade open ki hay us per confidence nahi hay tu wo trade aap ko profit nahi da sakti hay aur trade per confidence us time aata hay jab aap pura analysis kar k aap trade open kartay hain
        • #5 Collapse

          Jb tak ap ke pas confidence nai ho ga ap koi bhi kam sahi tareqy se nai kar paein gy ap main aik darr aur khoff kar ansar had waqat ho ga jo apko much bhi nai karny se ga is ley khod main confidence paida kar aur is bat kar bhi khiyal karen ke confidence kar over hona bhi loss hi hota hai
          • #6 Collapse

            Confidence to main cheez hy kisi b business k liye kiun k jab tak ap ko aconffence nai ho ga to us waqt tak ap sahe tareeqy sy kam nai kar sakty and na he profit earn kar sakty hen isi tarah overconfident be nai hona chaye kiun k forex ma jb b account wash hota hy to over confidence ke waja sy he hota hy . Forex trading ma confidence gain karny k liye zaroori hy k ziada sy ziada knowledge hasil kia jy and practice ke jy
            • #7 Collapse

              Yes dear forex market mein trading karne ke liye confidence karna bahut Zaroori Hota Hai Jab tak Hume confidence nahi hoga aur experience nahi hoga trading karne ka to Hame Pata hona chahiye ke hum Apne instaforex bonus account se abhi bhi profit earning nahi kar sakte Hame chahiye Kya Naam Japdi trading Kare to experience based basic technical analysis Kare aur basic technical analysis acche tarike Se Kare Taj Hame accha profit Ho
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear ap ki bat sahi hy k forex trading mein confidant hona lazmi hy lekin ap ny jesa kaha k over confidant hona bhi hamari trading k liye bohut khtarnak hy aur over confidant hota hy over emotional hony sy lekin humein apny ap per control karna chahiye aur acha profit lena chahiye
                Removed by moderator.

                اب آن لائن

                Working...
                X